Asian, Europe and Us session.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asian, Europe and Us session.
    mere kehyal se agr ham session k hisab se trade kare tu ham ziyada profit earn kar sakty hen raat 3 baje se le kar din ko 12:30 tak asian session hota hai aur phr 12:30 se le kar 6 baje tak Europe session hota hai aur phr 6 baje se le kar raat 3 baje tak US session hota hai
    ap ki kia rae ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ne theek hi kaha keh different sessions hoty hain lekin sab se profitable session hamesha london session hi hai aur is session main hum kafi profit kar sakte hain. Kun keh market main ziyada movement is main hoti hai. Lehaza is session main trading karni chahiye.
     
    • #3 Collapse

      In teeno sessions main hum kafi profit kar sakte hain. Hamesha market main achi strategy adopt karen to hum kafi successful ho sakte hain. Kabi bhi market main greedy na hon kun keh is se phir lost ho sakta hai. Hamesha market main kafi knowledge ki zaroorat hoti hai.
       
      • #4 Collapse

        Asian - Europe - and US session ammm i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne pochahw hai mujhe us ke bare mein knowledge nahin hai , well it is so helful for new comers, ese thraed diya karen take bakiyun ke posts se ham new comers ko
        knowledge mile thanks alote :)
        • #5 Collapse

          asalam o alaikum dear friendz apki baat thek hai k hum ko session k hisab se trade kerni chahy aur ap ko her session ki trade close kekr deni chahy
          • #6 Collapse

            dear mujay to session k about pehle knowledge ni tha main ap ko thanks kehta hoon k ap ne achi maloomat frahim ki hain mare khyal main ager hum is hisab se hi trading krain to hum forex main success hasil ker sekte hain.
            • #7 Collapse

              Assalam u alikum friend, me khud iss forex buisness me new hun or mujhe nahi malomm tha iss se pehle k trading k sessions bhi hoty hai thanks for your post iss se kaafi knowledge mili hai ab me next time in sessions k hisaab se trading krunga or trading se profit hasil krunga :)
              • #8 Collapse

                Yah wo session hain jo kay time kay hisab say hotay hain agar aap ko market kay baray may yah pata karna hay kay yah kis time on hoti hay tu best tarika hay.
                • #9 Collapse

                  My dear friends main ne forx main Asian, Europe and US sessions ke bare main bohat suna ha but main forex main new hon ic liye mujhe ic ke bare main proper nai pata. but ic thread se mujhe in sessions ke bare main tori bohat information to mili ha.
                  • #10 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum ye bat koi zrori nahi hoti hay kay hum ko session kay hisab say trading karni chahye aur koi be acha moqa to ap ko kisi be session me mil sakta hay lakin aik bat hay kay market ki sab say zyada move usa session me he hoti hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      is main dollars main kam karna hota hay jis say market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain success hasil karni hay to low risk main kam karna ho ga jis say trade main achi earning hasil ho sakti hay demo ko use kar kay hum tradae ko understand kar sakty hain is main dollars main humain earning hoti hay or is main humain loss b hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X