Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj aap sub ki trading kaisy rahi
    Dear aaj monday tha tou aaj trading ka naye haftay mein pahela din tha tou aaj aap sub ki trading kaisy rahi please sub log apni apni trade ko yahan discuss kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

    Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k main khud 2nd month mein hon aaj phli bar main ny aik bht choti si trade ki hy Australia ki to mjhy bht chota sa profit howa hy bss yh aaj k din ki story hy but iss sy ziyada profit ka joosh hy mjhy
    • #3 Collapse

      Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

      Sobi aj ki trading kuch khaas nahi rahi es me kam krny waly trader jab Tak gold ya crude oils ki fast movement na ho to trading ka Dil nahi krta es leya aaj ka din serf analysis par hi guzary hen Kal sy trading kren gay mujy lgta hu sobi ap ny koi adha aik dollar Kama hi Lia hoga
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

        hum trading kar ky ache earning gain kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

          dear brother main forex ko trading ki tarah nai karta bilkul aisay karta ho jaisay money management karna forex main invest karna trader or investor main bara farq hota hai is liay mujhay daily profit nai milta kabi zaida mil jata hai kabi kam kabi nai b milta bes account ko safe rakhta ho yeh meri trading strategy hai aap ko 2nd logo ki trading pochnay se pehlay apnay trading halat batanay chayie the
          • #6 Collapse

            Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

            hamain is k bary main learning kar k hi hum suces shon gay aur hamain iss forum main bi trade kar k hi hum losos say bach sakty hain aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum a chi trade karein gay aur hamain demo main practice karin gay tab hi hum rrun karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

              Ag subah work m bezay tha is ly subah trading nhe kar saka lakin subah trading Karnay ka apna maza ha is ly subah fresh dimag hota ha us waqt trading best ha
              • #8 Collapse

                Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

                forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain forex aik wasee business haian hum gar mai bath kr is ma kam kr sakty hain hum is mai bage rpasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agarb learning ky kam kary gy to hamy loss hi jy ga si mai mrket kai ko iqasur nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

                  forex aik legal business hain hum s mai pairs mai or currency mai trading kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kkar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hum is mai bgr pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kamk ary gy to hamy loss o jy ga is mai market ka balm nah hota is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

                    Aslam o alikoum dear aap nay kafi achi bat ke hai kay trading main her din ke aik apni importance hai kisi ka din acha chala jata hai zeada profit hota hai aur koi galti kr laita hai too her lamha achy ke sochcain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj aap sub ki trading kaisy rahi

                      Aaj Hamari trading bahut hi acchi rahi hai Kyunki Main Jab Bhi trading Karta Hun tu lot size ka kam use karta hun Kyunki isase Mera account save rahata hai agar Jyada lot size kam ho to Mera account band hone Mein der bhi nahin lagega

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X