Forex Ek Risky Business Bhe Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Ek Risky Business Bhe Hai
    Hi Forum Members Boht Se Log Forex Mein Sirf Profit Ko He Dekh Kr Join Krten Hain Laken Risk Ko Avoid Krten Hain Forex Mein Profit Bhe Utna Hai Jitna Loss. Aur Meri Nazar Mein Forex Ko Pehly Samjhna Chahye Aur Is Ke Risk Factor Ko Bhe Achi Tarah Se Samjh Lena Chahye. Jitna Ziayadeh Hum Deep Mein Jayen Gyen Utna He Ziyadeh Humein Knowledge Milta Hai Aur Forex Mein Sirf Aur Sirf Ap Ka Knowledge He Chalta Hai Jis Ki Badolaty Per Ap Ko Profit Hoga. Forex Ke 2 Pehlon Hain 1.Profit 2. Loss 2no Pehlon Ko Mind Mein Rakh Kr Ke Trading Krni Chahye Then Kamiyabi Mile Gye..
    Last edited by ; 16-12-2019, 08:11 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

    Bohat acha swal hai forex aik risky business bi hai hum iss main khud bi risk latay hai forex main hum ko acha business karna ka lia acha kaam Karna chaiy hum acha kaam kray gay tu hum ko business mein kamyabi ho gi or jab bi trading krtay hai hum ko atna hi risk Lana chaiy jitna hum ko experience ho or hum achi trading Kar Kay acha profit hasal kar la zayida risk la gay tu aap ko loss ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

      Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k waaqi aap ny thek kaha hy q k trade hoti hi riski hy iss mein 2 trhn k risks hain aik to apny knowledge ki base py risk aur 2sra hy unaware ka risk bss phla risk profit daita hy aur 2sra risk hmain loss hi loss daita hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

        g han bilkul apki bat to bilkul thk hy hamin chahiy keh ham iss mein mhnat sey kaam krein aor iss mein carefully kaam krein jis ki wja sey ham iss business mein kamiyabi bhi hasil ker sakin iss mein jab bhi trading krein hmesha laluch sey door rahin aur juld bazi ka muzahira bhi na krein tub ham forex mein iss key rules key mutabik kaam ker sakty hein aur without risk key ham is mein earninig bhi ker sakty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

          G han forex trading totally risky business hey iss men risk ki waja se bara loss ho jata hey aur risk k bagher acha profit bhi nhi milta lekin agar risk management karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu risk kamyab ho sakta hey aur acha profit mil sakta hey iss liay chota risk len
          • #6 Collapse

            Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

            G han dear ye bat tu ap ki theak hai kay forum aik kafi risky busness hai kiyu jay ap es mai kam kar kay es say faida tu kaye saktye hain oer ap ka kam hai jay ap es mai risk lain gaye tu he tu ap ka faida ho ga tu ap es mai risk lain per soch samjh kay aur daikh kay he laib
            • #7 Collapse

              Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

              Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Forex bahut hi risky business hai ham ismein jitna zyada profit ke bare mein sochte hain hamen utna zyada loss bhi ho sakta hai lekin hamen ghabrana nahin chahie
              • #8 Collapse

                Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                G han bahut achui bat share ki hai ap ne forex trading aik risky business hai jis main earning hasil karne k liyec risk lena parta hai our forex trading main hamein risk apne experience our knowldge k mutabiq lena chahiye jis se forex main hum achi trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain our loss se bhi bach sakte hain our forex trading main loss se bachne k liye trading main small lot size use karna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
                  Hi Forum Members Boht Se Log Forex Mein Sirf Profit Ko He Dekh Kr Join Krten Hain Laken Risk Ko Avoid Krten Hain Forex Mein Profit Bhe Utna Hai Jitna Loss. Aur Meri Nazar Mein Forex Ko Pehly Samjhna Chahye Aur Is Ke Risk Factor Ko Bhe Achi Tarah Se Samjh Lena Chahye. Jitna Ziayadeh Hum Deep Mein Jayen Gyen Utna He Ziyadeh Humein Knowledge Milta Hai Aur Forex Mein Sirf Aur Sirf Ap Ka Knowledge He Chalta Hai Jis Ki Badolaty Per Ap Ko Profit Hoga. Forex Ke 2 Pehlon Hain 1.Profit 2. Loss 2no Pehlon Ko Mind Mein Rakh Kr Ke Trading Krni Chahye Then Kamiyabi Mile Gye..
                  Hamesha dusron ko copy Karke kam kiya karo Kabhi apni Shakal se koi kaam Na Karna ke Kahin Humne Thoda Sa Apna mind use kar liya to vah Jaya Na Ho Jaaye form ke most lazy members mein se aap aap dusre teesre number per Aate Ho
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                    G han bhi jan forex aik risky kam bhe h.jb ap forex py postein krty ho to bonus apky kam k mutabiq ata h . lakin traiding py apki traiding skills aur apky luck py depend krta h agr luck ny sath dia to ap acha profit kama sakty haein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                      jee han dear ap ne bohat he achi or knowldge able baat shair ki hai forex aik bohat he risky busness hai agr hum iss mian bina lerning k inter hoty hain to hum iss mian bohat he ziyada loss karwa sakty hain iss mian hum ko jitna profit nazar ata hai iss mian utna loss bhi hai iss liye hum ko pehlay iss ki learning karna chahiye phir he iss busness mian hum apni earning kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                        g haan forex agar buhat zayda easy hai toh yeh aik risky business bhi hai is mein trading karne se pehly humein acha knowledge hona chaiye aur zayda se zayda trade ka experience kyun k market ki condition k bare mein exactly kabhi koi nae keh sakta so humein forex mein experience hona buhat zaroori hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                          Assalam o Alikum dear members of forex.
                          G ddar ap teak kh rhy hein, forex ak risky bussiness kaha ja sqta h, agr ap ny forex am trading krni h to ap ko risk lana prta h kyn k kisi ko b confirm ni hota k market up jay gi ya down, es liye forex ma hmein kbi profit ho jata h to kbi loss es liye forex ko risky business b kaha jata h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                            Aapane yah Baat to bilkul right Keh Rahi hai ki agar Ham ismein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen ismein mehnat karna chahie Agar Ham ismein aap Nahin karte hain aur Kamyab Hona Chahte Hain Mere Sine Mein sabun Ke Nahin Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Ek Risky Business Bhe Hai

                              g han bhai jan ap ny aik achi bat ki hy waki mn mn bhi kahna chahon gi forex aik riski karobar hy to kia hm is ko chhor den harghizz nhi wasy to har karobar risky he hota hy agar hm ko aik deal ka pta na ho r us mn hm kafi kuch invest kr den to zahir hy k wo risk ghalat hy r hmko loss aey ga isi liy hmko chahiy k hm pahly is k bary mn bht kuch jan len trading k bary mn bhi seniors sy agar hm help laity hn to mn dawy k sath kah sakti hon k forex aik pure karobar hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X