asssalam o alikum dosto main ap sa ye pochna chahta ho ka chart main 1 candle ati ha doji agar ye chart main a jaye to hamen konsa signal milta ha hamen us waqt trading karni chahye ha ya nhe. or ye candle yani doji kis chez ko show karta ha is ka kam kaya ha?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим