market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?
    hum sub ko maloom hai ka forex mai market up jati hai ya down matlab buy jati hai ya sell tu kia buy or sell investors ki waja hotj hai market matlab jub strong investor ata hai wo bari raqam invest karta hai tu or wo buy mai invest karta hai tu market buy mai jati hai isi tahra sell mai bi karta hai tu ap kia kahta hain ka investers s market mai changing ati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

    dear is main hm kuch bhi nahi kah saktay hein is main ham ko chye kham is main agar koi trade ko open karein to is main ham ko phelay phel is main analysis karna chye aor is k bad ham ko chye kham is ko open ker k is main achay say acha profit kohasil karnay ki koshash karein is main ham ko chye k ham ityat k sat tradeing main kam karein .
    • #3 Collapse

      Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

      ji hun forex market main jub big fisher aty han yani bht bary investore tu market ka trend change ho jata ha yani ager market sell trend main ha tu jub buyers is main aty han tu markete k trend bht juldi change ho jata ha isi liay market main unexpected movement hoti ha.
      • #4 Collapse

        Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

        Asslm.o aalikum.g han dear ap ki baat thik hy min ap ki is baat sybagrew hon ka pakistan forex ik acha aur kamyaab buainess hy hamin is kaam.karty hoy los bhi hota hy aur profit bhi hota hy isi lia hamin tread lagany sy phely hamin markeet ko achy sy aynalize karna chYe q k markeet ka koch pta nahi chalta ka kab up ho rahi ya down ho rahi hy isi lia hamin tukky sy treading nahin karni chaye balke treading karny ka lia ach aexperince hasil karna chaye jis ay hum achi treading kar ka acha profit hasil kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

          dear friend is bare mein jyada information to nahin Hai lekin lagta to aisa hi hai ki jab market mein investors ki tadad badh jaati Hai to market ka level aap ho jata hai aur job market mein invest ki tadad kam ho jaaye to market ka level low ho jata hai to takriban market ke level up aur down mein investor's ka hi hath hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

            bhai jan forex ki market main kafi had tak investers ka bhi role hai q k jub kisi market main kisi currency pairs main trading ka trend show hota hai tu os ka faida yah hota hai k jin mambers ko lgta hai k hum es main profit eran kar skty hain wo es main inest kar dety hain jis se un ko apki trading main profit mil jta hai es liy hum yah kah skty hain investrs ka kafi hath hota hai forex market main
            • #7 Collapse

              Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

              market tou movement karti hi rhti hi so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earning karien gay aur hamain market main bi investmnet kar k h hum achi trade karny k kabil ho sakty yhain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi sucss ho sakty hain ta k earning kar skat y hain
              • #8 Collapse

                Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

                market main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain is forex main up aur dwon ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur is forex main greed ko avoid kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k loss km ho saky ga
                 
                • #9 Collapse

                  Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

                  market main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain up aru dwon ko dekh k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi invest kar k hum achi trade kar k hi hum achi trade karny k kabil h sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: market ka up ya down hona ki waja kia investors hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
                    hum sub ko maloom hai ka forex mai market up jati hai ya down matlab buy jati hai ya sell tu kia buy or sell investors ki waja hotj hai market matlab jub strong investor ata hai wo bari raqam invest karta hai tu or wo buy mai invest karta hai tu market buy mai jati hai isi tahra sell mai bi karta hai tu ap kia kahta hain ka investers s market mai changing ati hai
                    Bhai bahut hi simple si Baat Hai market down and ISI Waqt Hoti Hai Ajab Kisi bhi pair ke kharidne wale Jyada hote hain to uski value increase ho jati hai aur vah Upar ki taraf Jaane lag jata hai lekin Jaise hi usse ki Sharir Mein Kami hoti hai aur uski demand kam Ho Jaati Hai To usse main market down side per move karne Lag Jati Hai yah bahut hi simple Sa Tarika hai
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X