Patience can control our greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    yes agreed dear, agar sabar nai keya to nuksan bhi ho sakta hay, kion keh lalach buri bala hay, aur sabar ka phal hamesha meeta hota hay, ho sakta hay lalach main aa kar aap nuksan utha lain, aur is ka zemaidar aap forex ko ttehra dain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha is business me hmen hmeshah sbr se kam laina chahye kyun k sbr se kam lainy se hm is business me kafi bary loss se bach sakty hain or is business me sbr se kam lainy se greed se b asani se bach sakty hain isi liye hmen sbr se kam laina chahye
      • #123 Collapse

        G han bilkul theek keh rahy hain,, es forum se bht kuch seekh kar real par trading kar k greed khatam kar sakty hain aur bht ziada gain hasil kar sakty hain.....
        • #124 Collapse

          agar sabar say kam lain gay to bohat achi earning ho sakti hain , agar lalach say kam lay bohat jaldi kamany ki koshish ki to ho sakta hay keh nuksan ho jaye
           
          • #125 Collapse

            Control Greed is very difficult, Actually if we r font of computer we can not control this, must have to take relax for that & must be patient for control greed, other wise we can not control this. W e must have to follow money management process.
            • #126 Collapse

              Yes forex trading mein patience bohat zruri hai because agar patience forex trading mein na hoto trader kay liye forex trading mein successful hona easy nhi hota because without patience trader greed karta hai or loss kar leta hai
               
              • #127 Collapse

                sabar se ham forex market main jald kamyab ho sakty hen aur saba forex main kambyab hony ki chabi i soo apko demo account ap pani trading ki practice karty rahna
                • #128 Collapse

                  saalam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tua ppko chahyia kaay app pehlaay apni laaluch per waboo pain aur saber se kaam lain yaah app kaay liye acha hai ???????????
                  • #129 Collapse

                    in forex trading greed is the enemy of every trader and hurt him by facing huge losses and greed is always formed due to emotions or hope and dreams of becoming rich in few days so its very necessary to avoid greed and patience is the best solution so control greed because it make you fresh and help in decision making so always be patient and have a good control on your emotions.
                    • #130 Collapse

                      Yes self control ki forex trading mein bohat ahmiat hai agar self control nhi hoga to trader kay liye market mein survive karna bhi easy nhi rahay ga or trader greed ki waja se high loss kar sakta hai
                       
                      • #131 Collapse

                        khuch had tak ap ki baat b theek hai ager hum business main llalch show kerayian gay is say hmain loss hota rahay ga is avoid always greed.
                        • #132 Collapse

                          aisa b nhi hona chahiye k hum khud k dimaag se ye nikaal hi dein k earning krni ha. balky sabar is baat ka hona chahiye k earning hony mein time bohat b lg skta ha or bohat sary losses ko face b krna pr skta ha phir hm sbr k saat apny profit ka wait b krna ana chahiyel.
                          • #133 Collapse

                            patiance h hmary greed ko control ker sakta h ager hum mien saber h to hum log forex k trade mien bht kam greed ker k achi khasi earning ker skty hien
                            • #134 Collapse

                              Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai humein forex trading business mein greed say kaam nahin lena chahiye balkey humein sirf sabr say kaam lena chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Jee bhai jan bilkul forex trading business mein kamyabi k liye humain alach say bachna he hoga warna hum kabhi kamyab nahi ho sakty is liye humain patience rakhna chahiye ta k greed ko control kar sakain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X