Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen
    Dear traders trading ko hamaisha aik planning se deal krean kbhi bhi apny emotions ko apny oper havi na hony daen trading mein Jo kuch chart ap ko bata raha ha US pe amal krean. Kamyabi tb hi mily ge jb ap haqiq ko daikh k faisla krean ge. Trading na tu emotions ki bina per hoti ha aur na guess kr k ap kuch keh sakty haen hamaen aik trade ko open krny k liye maximum evidence chaye hoty haen ta k hamari trade k maximum chances profit mein jany k hoon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

    ji hun trading main profit earn kerna her kisi ka bas k kam nhi ha humain forex trading ko achy se samjhna ho ga taky hum is se achi earning ker sakein ager hum forex trading kerty hoay tuka system se kam karein gy tu hum achi earning nhi ker sakty ager samjh ker trading ki jay tu humain acha profit ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

      respected members market ko time the situation ko understand Karke proper plane se trade open Karen..
      • #4 Collapse

        Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

        forex mai hum trading kar sakty hain hum contest ko be join kar sakty hain hum is mai 24 gnaty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik amm business ke nsabt acha business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

          agar hum new hain to hamy mokabaly main hesa lyna ka risk mahe lyna chahey hamy knowledge or experience hasil kar mahnat or lagan sy kam karna chahey per he hum market main run kar sakty hain hamy apny experience ky mutabik pair chose kara chahey or per is main trading karne chahey hum market ko apny experience sy analyses kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

            is forx main hamain planing kar k hi trade karni ho ig tab hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice karien gay tab hi hum real main sucss shon gay au rhamain demo main practice karni ho gi tab hi hum real main bi suces hon gay aur is forum main bi rules ko mind main rak k hi hum run karein g ay
            • #7 Collapse

              Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

              is forex main hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain trade karny k liye exprnce hasil karna ho ga tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main rule sko mind main rakh k hi hum run karein gay
              • #8 Collapse

                Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

                Assalam o Alikum.
                G dear hmein trad8ng k bary ma experience r knowledge ka hona bht zarori h hmein ye bat pta honi ciye k akrr forex trading h kya ceez, dear hmein forex ma soch smj kr trading krni ciye r apni emotions ko apny uprr heavy na hony dein, sbrr k sat forex ma kaam krein kyn kjuldbaxi ap ko loss e dy ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k mutaliq haqaiq ko samjhaen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dear traders trading ko hamaisha aik planning se deal krean kbhi bhi apny emotions ko apny oper havi na hony daen trading mein Jo kuch chart ap ko bata raha ha US pe amal krean. Kamyabi tb hi mily ge jb ap haqiq ko daikh k faisla krean ge. Trading na tu emotions ki bina per hoti ha aur na guess kr k ap kuch keh sakty haen hamaen aik trade ko open krny k liye maximum evidence chaye hoty haen ta k hamari trade k maximum chances profit mein jany k hoon.
                  Acchi trading karne ke liye planning karna bahut jyada important Hota Hai Jab tak aap ki planning aur analysis Negi acche Honge tab tak aapki trading bhi acchi Nahin Hogi acchi trading karne ke liye Hamesha analyses aur planning kar ke kam karna Hota Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X