News or events pai nazar rkhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News or events pai nazar rkhain
    Jaisa ke is week Bal ke pure month mein Forex trading se related Kafi sari news Hai Iske alava bahut sari countries main events Bhi Hai To Hamen ine Sab per bahut Nazar dalni Hogi yah sab Forex trading market mein bahut matter Karenge jisse market Mein volatility Aaegi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News or events pai nazar rkhain

    ji hun jub hum technical analyses ker trade open ker daty han jub k news ko ignore kerty han tu is se humain acha profit earn nhi ho sajkta ager hum na acha profit earn kerna ha tu humain dono ko baraber importence daini ho gi jis se humain acha profit ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: News or events pai nazar rkhain

      ji bhai trading ki sari awaja to news hn hum ager is per nazer rakh ker trade karin gy to hmain acha profit ho ga or events sy bhi trend bht mutaser hota hy is liay trading sy pehly ap ko in dono per nazer rakhni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: News or events pai nazar rkhain

        Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k waaqi yh aik acha point of view hy q k trade hoti hi inhi chezon k sath hy jb hm apny environment mein hony wali changings ko observe kr k apna kam shoro krty hain to yh kam hmain na sirf aagy ly k jata hy bl k hmain aik acha profit bhi daita hy
        • #5 Collapse

          Re: News or events pai nazar rkhain

          G Han bilkul news pe zaror nazar rakhen market ke move ko dekhain ke Kya pattern ban Raha hai aur us Patten ko follow karain AP agar pattern ko follow karain ge to phir AP ko earning ke chances buhat ache Hain magar wo bhi tab hai jab AP ko knowledge aur experience ho ga AP ko AP ke system pe grip ho gi AP ki learning ho gi is liye acha kaam karian ta ke AP ko profit ho sake
          • #6 Collapse

            Re: News or events pai nazar rkhain

            yes dear In news events bar bi focus karna chahie is ki reason yeh ha ke news events ki vajah se few minutes me market mein bohat zayda movement Aa jaati hai aur agar hum usko analyses na Karen to hamen bahut zyada loss bhi ho sakta hai kyunki market bahut zyada fast move Karti hai in news event ki vajah se hamen chahie ke in news events per lajmi nazar rakhen
            • #7 Collapse

              Re: News or events pai nazar rkhain

              G han newstime ko bhi Dekhte Rahana chahie market mein news ka bahut set hota hai moments hoti hain..
              • #8 Collapse

                Re: News or events pai nazar rkhain

                Stop loss or take profit donon alag alag chij Hai ine donon Ko lagane ka method yah hai ki aap sab Yahan per investment kar lete hain you take order Laga Lete Hain Uske bad aap Uske analysis file system ke sath Ek Option hota hai vahan per Jyada hota hai vahan per jakar aap kis per Koi police inspector lete hain take lot Lagane ke liye jab tak lag jata hai to uske sath Ek Aur position available Hoti Hai Jis per Ham jakar take profit Laga sakte hain question log Karte Hain Ki
                • #9 Collapse

                  Re: News or events pai nazar rkhain

                  Ji bilkul Hamen news per Najar Rakhna chahie Garam news per Najar Rakhenge To Hamara trade Mein Hamen nuksan Nahin Hoga balki Hamen fayda Hoga Hamen kya yah ki Ham news per Najar rakhen Bar Bar market ko Dekhen Agar Ham trader Lagaye Hue Hain To Agar Hamen ismein Nahin Lagaye Hue To Hamen ismein chahie kya Ham Apne posting per Dhyan Den aur acchi Tarah Se ismein Kam Karen mehnat Karen usse Mile pality wali likhe
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: News or events pai nazar rkhain

                    My dear friend you are listened most of the time that we should have to make the analysis of the market before trading. Dear friend there are two type of analysis fundamental analysis and technical analysis but its depends upon the traders that which analysis they like. dear friend in fundamental analysis we read the news and events so my dear from we should have to keep focus on the news and also the events because when any news released are any events occurred the market moves very fastly in that situation and we can take more profit at that time.
                    • #11 Collapse

                      Re: News or events pai nazar rkhain

                      Dear News's events per Dhyan Rakhna chahie market ki movement ine per hi hoti hai newstime market mein bahut fat Hota Hai news ka.
                      • #12 Collapse

                        Re: News or events pai nazar rkhain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                        Jaisa ke is week Bal ke pure month mein Forex trading se related Kafi sari news Hai Iske alava bahut sari countries main events Bhi Hai To Hamen ine Sab per bahut Nazar dalni Hogi yah sab Forex trading market mein bahut matter Karenge jisse market Mein volatility Aaegi
                        Jo log pro traders hain wo log hy news aur event p nazar rakhte hain kyunki market ky movement news are event,s p fast hoty hai aur hamen agar trading mien news ka khabar ajata hai to apko bahut hy ehtyaat karna hoga aur apna trade market k analysis k mutabiq hy karen.:1f60e::1f60e::1f60e:
                        :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: News or events pai nazar rkhain

                          g haan humein forex mein news aur event per nazar rakhni chaiye tab hi hum is mein kamyab trader ban sakty hain aur forex mein buhat zayda hardworking karne wala hi is mein kamyab hota hai aur is mein kamyabi k liye humeihn is mein buhat zayda mehnat karni chaiye...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X