"The bigger the account size the smaller the temptation to over trade"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "The bigger the account size the smaller the temptation to over trade"
    The main reason of loss in this business is nothing but lack of knowledge and greed.Because the new traders first tendency is to earn money quickly which is the main reason of lack of knowledge.When we start this business our target should be to learn the business as well as getting experience.Because I believe that when we have big capital we do not need to open a lot of trade and I think we can manage our account only if we set take profit and stop loss.So, big capital is always blessing to us.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han ap ne bilkul theak kaha hy is may ziada tar logo ki loss ki waja ye hy k un k pas knowledge nai hoti hy ya kam hoti hy jo k trading k liye enough nai hoti and they also fall in greed during trading
    • #3 Collapse

      agar pa logo ke pass amount kam hay to arm se trade keya kary aur ache earning keya karay aur money management ka khase khya lrakha karewy...trading k liye enough nai hoti and they also fall in greed during trading
      • #4 Collapse

        g haan bhai jaan ap ne sahi kaha forex mein loss ki sab se barri waja knowledge ki kmi or greed hi hai agar ap k paas forex knowledge nahi to b ap se loss ho sakta hai or agar ap greed krte ho to knowledge ap k kis kaam ka
        • #5 Collapse

          ap ne bilkul theek kaha forex ma new users ko ziada ter loss ki yehi waja ha k wo foran ziada profit bananay k lye apny capital se hath dho bethty hai aisa nahi kerna chaiye balkay new user ko hamesha apna aim is kaam ko seekhny ka rakhna chaiye k kis tara is ma kam kia jata ha to is tara wo ziada acha experience gain ker k successfull ho sktay hian
          • #6 Collapse

            aslam o alikum jnab trading karnt k liye amount ager ap k pas kam ha to soch smaj k trading kary or markit ko nazir me rakhy ap jasy dosto ki madad ly ta k achi arning ho saky mil jul kar kam karna chahiye......
            • #7 Collapse

              g my dear ap ny bilkul thek kha ha kun ky is ma humy trading karty huwy loss kun hota ha is ki main waja ya ha ky is matrading ky bary ma knowledge ni hota or humy is ma market ky up and down ky bary ma bhi kuch malum ni hota is ly humy is ma kam karny sy phaly is ky bary ma malumat hasil kar lana chahye.
               
              • #8 Collapse

                Assalam o laikum i m agree with you this is good question ...mary mutabik to sahi ye h jitna earn kro gay utni size bigger hoti jaye
                • #9 Collapse

                  ha kun ky is ma humy trading karty huwy loss kun hota ha is ki main waja ya ha ky is matrading ky bary ma knowledge ni hota or humy is ma market ky up and down ky bary ma bhi kuch malum ni hota
                  • #10 Collapse

                    Ge bahi jan loss to har business me hi hota ha aur jitna ap k pass balce ho ga utni size big hoti jaye jaye gi..agar to konwldeg ha acha phr to acha earn kr sakty h
                    • #11 Collapse

                      g bhai jan p nay bilkul theak bt khi hay yahan par pna capitl loss krnay ki 2 vajha hayyai trading k bary may knowledge nahi hay agar hay tu buhta kam hai ya phr ap greed ki taraf chalay jao iss k ilava maira nahi khyal k koi aur bhi vjha bn skti hay
                      • #12 Collapse

                        dear hamain chaye k hum is main apny capital ko manae karain and us k hisab se he hum us main trade karain and wo bhe small lot ko use kar k...
                        • #13 Collapse

                          g my dear ap ny bilkul thek kha ha ky is ma logo ko loss is ly hota ha ak to un ky pass knowledge ni hota or dusara un ky pass koi experences ni hota or is ky elwa jo new hoty ha to is ma greed karna start kar daty ha is ly humy is ma bohat sara cheezo ko dakhana chahye or is ma hum ak acha prophet hasil kar sakty ah agar hum is ma rules ko follow kary gy to .
                           
                          • #14 Collapse

                            Learning is so important in forex business. agar aik new trader forex ko time ke sath sath learn na karay to wo kabhi bhi aik acha trader nahi ban pata hai. forex main practice aur experience dono bohat zaroori hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is market mein agar ap greed karte hain to ap ko loss ho sakta hai buhat zeyada is liye ap ko chahiye ke ap is mein mehnat se kaam krain aur jitna ho sake greed se bachen is se loss ho sakta hai greed buhat buri cheez hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X