"Is custom indicator are 100% helpful for trading"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Is custom indicator are 100% helpful for trading"
    There is no indicator which from where we get 100% help.But we cannot Say that indicator is not helpful.Every indicator is helpful if we know how to use it and.Because it helps us to take decision.So,it is important for us too learn t he function of indicator.Custom indicators are really helpful for us because we do not need to add them searching Google.We can easily set up in our platform and it works all time.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nahey forex may koye be shay 100% accuracy nahey daytey albata hamay akfe madad kar dayta hay lakin hamay use par full barosa karney ke koye zarurat nahey hay warna loss hey day sakta hay..
    • #3 Collapse

      indicator tu kafi achay hotya hain or may yah kahta hoon kay agr kisi ko indicator use karna aatay hain tu wo es ki help sya kafi agay ja saktya hain.
      • #4 Collapse

        bhae mairy khayal mai to koi b indicator 100 percent help full nahi hota. but waisy indicators ki importance bohat zayada hai aur ye trade ko buy ya sell mai lagany k liye hamari guidence karty hain.
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum mera nahi khyal key hum ko zyada indicators ko use kar key koi itna zyada faeda ho sakta hey q key asal faeda ap ko tab he hoga jab ap khud analysis karen gey aur trend ko follow kar key trading karen gey.
          • #6 Collapse

            nahi dear forex mein 100% to kuch bhi nahi hota aur apko chahiye ke ap is mien un se faida to le sakte hian lekin ap kabhi bhi is cheez se 100% depend nahi kar sakte,is liye apko chahiye ke ap is mein sb tools ko ek sath milayen.
            • #7 Collapse

              forex ki trading mt4 software mein be jo already softwares diye hoye hoty hain unhein custom indicators kaha jata hai. wo indicators be help full hotay hain agar unki tools kay use ka method pta ho to.
              • #8 Collapse

                Koi be indecater ESA nahi ha jo aap ko right information de saky ye sab information aap ko market ke move kar jany ke baad dete hain ye aap ke trend ke information zaror dete hain
                • #9 Collapse

                  mere dost forex trading mein indicators ka use kafi profitable rehta hae magar mere hisab mein to ye usi ko hi faida de sakte hein jo in ko achi tarah se samajh k use karta hae..
                  • #10 Collapse

                    indicator pr kabi bhi yaqin nahi karna qk wo bakwas cheez hai us say apko kuch bhi ni mila ga me apko such bol rahie hu qk me ny bht indicator use kiya hain sb ka sab bakwas hain
                    • #11 Collapse

                      dear mere khayal se forex trading mai indicator use karna bohat zarori hai kun ke indicator aik important cheaze hai jis se ap ko kafi help milti hai aghar ap use nahi kare ge to ap ko faida nahi ho ga is se ap ka hi loss hai .........
                      • #12 Collapse

                        indicators kafi useful ho bhi sakte hein magar mere dost mujhe in ka koi khas experience nahi hae kiunk mujhe abhi trading mein join kiay hue aj doosra din hae aur mera abhi tak to account bhi verifuy nahi hua hae.......
                        • #13 Collapse

                          g nahi indicators 100$ helpful to nahi ho sakty magar hamari market ko analysis karny me hamari help zaror karti hay jes ka asar hamari trading par ho sakta hay
                          • #14 Collapse

                            mt4 k ander majood indicators bohat achay hai. in say bohat faida hota hai trend maloom kernay main market ki momentum k liye aur market k breakout main bhi kafi helpful hai. hamain kem aur assan indicators ko use kerna chahiye jo assani say samjh main bhi aa jay aur hamara chart bhi saaf rehay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agr hum indicators ko use karty hain to trade main kam karny main kafi help mil sakti hay magr humain low risk ko try karna ho ga jis say ye hota hay kay market main kam karny say humain loss km ho ga magr is main ziad ahihg lot laga kar b kam ho sakta hay jis say ye hota hay kay ya to humain aik dm market main loss ye profit b ho sakta hay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X