Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he
    ji han janab Agar hamen Forex Mein acchi tarah Se kamyab hona hai aur accha bonus Hasil karna hai to hamen mehnat se kam karna hoga Agar Ham mehnat se kam Karenge to hi kamyab Ho payenge kyunki mehnat Forex Mein kamyab hone ki pahli sirhi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

    Aap ki baat bilkul theek hai forex main kamyabi ki pehli seerhi mehnat hai mehnat say kaam kray gay tu kamyabi ho gi mehnat nahi kray gay tu hum ko business main nakaami hoti hai agar hum mehnat ka sath posting krtay hai tu hum acha bonas hasal Kar latay hai or agar hum learning krtay hai tu hum achi trading Kar ka acha profit hasal Kar saktay hai agar mehnat hi nhai kray gay tu kuch hasal nahi ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

      Dear brother apki baat bilkul theek Hy Pak forex me mehnat kamyabi bke pehli seerhi Hy Jo log mehnat Kar k kamyabi ke seerhi par qadam rakh lete Hain wo hmesha kamyaab ho jate Hain apne maqsad me hum ko agar Pak Forex me kamyabi hasil krne Hy to zaroori Hy k Pak Forex me hum mehnat kren Jo Kam bhe kren wo Dil se kren es trah hum kabhe nakam nahen hongy
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

        Gee haan forex mein hum mehnat sae hi kamyab ho saktay hain aur jitni zayada mehnat ho gi forex mein aap ki income bhi zayada ho gi aap ko chahyea kay aap forex mein khoob meh at kerain kyun kay iss per hi aap ki income depend kerti hai aur aap ka tou yeh business hai phir mehnat kyun na kerain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

          How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho forex business me agr successfully hona chaty ho to ziyda sy ziyda menat krni chiya forex business me dil ki lagan k sath km krna chiya acha km krna chiya
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

            Mehnat kmayabi ki pehli seerhi hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay iss liay aap mahnaat kerty rahain Kun ky mehnaat kerny say aap achi planning ky sath achi trading ker sakhty hain oor Mehnat kmayabi ki pehli seerhi hay.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

              market main kisi bi waqt trade kar k hi hum run kar skaty hain aur mhnt karein gay tab hi hum kamyab ho sakty hain aur kamyab hony k liye learning k arni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main bi kisi bi wqt trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main bi faida ho saky ga
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                ji haan bilkul doston aapki baat sahi hai mehnat kamyabi ki pahli sirhi hai isliye aapko chahie Jyada Se Jyada mehnat Karne Soch samajhkar trade Karen aur ek accha profit Hasil karne ki koshish karen aap ek acche trader Ki Tarah kam kar Saken.
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                  g haan baai g forex trading may buhut acha profit har koi kar saktha hay is may koi shak nahee hay lekin ye faida our profit koi be member baghair mehnath k hasil nahee kar saktha is liay har member ko chahiay k is business may acha faida hasil karnay k liqy ziada say ziada mehnath karay thake experiance hasil karay our faida uta sakay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                    Ji aapane Sahi kaha hai kamyabi ki Pahli Sidhi Hai Is wajah Se Hamen mehnat se kam karna chahie ISI mein fayda hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                      ji han doston forex trading mein kam karte hue aapko chahie ke jyada time trading ko dene jyada mehnat Karen soch samajhkar track Karen aur jitni jyada mehnat karenge utna jyada aapko accha profit milega kyunki mehnat karna trading ki kamyabi ki pahli sidhi hai isliye aapko mehnat Karen aur jyada se jyada experience Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                        assalam o alikum dear sir bilkul sahi kha ha apny agr koi kamyab hona chahta ha to usy mehnt krni hogi r mehnt k kuch steps hen sb sy phly leaning krna r knowledge hasil krna phr analysis kr k trades lena phr trading m rules ko follow krty howy trading krna koi trader agr in steps ko follow krta ha to wo bht achi earning kr sakta ha forex m trading kr k wrna bina mehnt k earning possible ni ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Javedkhan پيغام ديکھيے
                          ji han janab Agar hamen Forex Mein acchi tarah Se kamyab hona hai aur accha bonus Hasil karna hai to hamen mehnat se kam karna hoga Agar Ham mehnat se kam Karenge to hi kamyab Ho payenge kyunki mehnat Forex Mein kamyab hone ki pahli sirhi hai
                          Success Hasil karne ke liye mehnat bahut hi jyada Jaruri hoti hai Ek Mehandi aur hard worker hi Duniya Ki Har field Mein successful Hota Hai jo log mehnat Nahin karte hain lakh bhi Unka Sath Nahin Deti mehnat Karen Allah se Dua Karen vah aapki Jarur sunega aur madad Karega
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kmayabi ki pehli seerhi he

                            Yes my dear friend you are right and I am agreed with your opinion that if you want to be succeed and Forex trading then you should have to pay focus on the learning and we should always work hard because working hard is the first step towards the success. My dear friend if you don't work hard then we should never get success in Forex trading Forex is a very complicated business so we should need to focus on his learning and getting experience then we would be able to to get more benefits from this business it is a great opportunity for all of us to earn real money.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X