"Do you training about forex"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g haan bhai menay aik do bundo se forex ke trainign le hay and aaj kul me aik online academy se forex ke trainign le raha hon learning se he ap aik achay trader bun sktay ho jis kay bad apki eanring bhi saari umer ke hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Bhai Abhi tu pori training nahi li ge bus Koshis kar raha hon Allah se dua he ke wo ham sub ko kamyabi ata farmay hum tu bus Koshis kar saktay hain.
      • #63 Collapse

        Yes training is very necessary for every work and specially in the forex traidn so its our responsibility fs chukay hain,Forex ek world class buisness hai or ha say kynk may apnay gar pisa kam saktaho sab ka liy ha forex ak ac rex he nai koi b felid .
        • #64 Collapse

          forex me trading bhai jan me training ke bina kar he nahi skata hon is lye me demo ki practice kar rha hon takey meri practice ache se ho sake or me practice apni zyada se zyada kar ke is business me kamyabi hasil kar sakon or perfect trader ban sakon .
          • #65 Collapse

            my dear mene abhi tak kisi training centre se forex ki koi training or course nahi kiya but mein samjta hoon agar ap forex ki proper training ley k forex join krte ho to yeh best hai
            • #66 Collapse

              G mein bhi demo account mein traning krta hun q k agr hum ko forex trading mein ek successful trader bna hai toh humey ziada se ziada demo account mein trading krni chahiyee........
              • #67 Collapse

                According my opinion forex is the best online business and we ca do it as a part time or full time job beside our main job so i think it is the option for us to prove our self as a successful man and it will be a great career for our country and can reduce the unemployment problem.
                • #68 Collapse

                  g bhai jaan mai to trading k bare mai to itna he janta hu k humay is mai theak say risk ka he samna hota hai and humay is mai eanrign risky he hoti hai
                  • #69 Collapse

                    Dear forex market mai trading krnay say phlay trading say related knowledge gain krna bohat zroori hota hai hai or agr bina knowledge k trading ki jaye to trader ko loss honay k chances zyada hotay hai.isi liye zroori hai k trading say phlay trading ki learning,knowledge zroor hasil krni chahiye or demo account mai apnay apko or apni strategies ko train krna chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #70 Collapse

                      jii brother bilkul hamin chaya k agr training k liya koi acha banda milay tou us sa zaroor training lain takay hum acha kaam kar sakin kyun yeah aik risky busniess hai ais main anay sa pehlay seekhna zaroori hai
                      • #71 Collapse

                        g bahi bilkul maine ek forex teacher rakha hua hai aur main us se help leta rehta hn apni trading mein,aur wo mjhe bohat acha guide karta hai,to jo bhi new traders hian unko chahiye ke wo koi forex teacher rakh len jo unko theek se guide kare taake wo kam se kam ghalti karen apne trading carreer mein.
                        • #72 Collapse

                          Ji han training toa hamain hr waqt hasil kartay rehna chahye training say na sirf hamain apnay issues ka ham pata chlta hai blkay hamain pata chlta hai k hm nay kaisy handling karni hai
                          • #73 Collapse

                            bro bat ase hy kay trading aik ase market hy jis may koi be trading kar sakte hy or app is may kafi ache profit ban sakte ho jab app is may profit bano ge to app kay shoq or be bar jata hy mager yahan pa profit bana itna asan nae hy app ko shoro shoro may isay seekna ho ga jab app is ko seekte ho pir app na is may profit bana hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #74 Collapse

                              market kay bary main traning karna kafi sai rhta hay un ka trade ko karna hay to is kay bary main learning karna ho ga traning karna ho gi jis say market ko understand karna humary liye asn ho sakta hay humain demo ko use kar kay hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay loss km say km ho sakay or achi earning hasil ho sakay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X