Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓
    G Han dear members trading main kam krty howy ap ko chahay k agr AP ko loss ho jata Hy to ap preshan na hon balke saber k sath kam krain inshallah kamyabi ho gi AP ko chahay k mehnat krain r Kamyab hony k liy apni mistakes ko search out krain.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

    han g bilkul ya baat bhe aap na achey ke hay kh ham ko chaheya kh ham ko jb bhe loss ho jay to ham bs os time koi bhe asa kaam na karain bs hm kp jbhhe loss ho rah hay to ya loss ho gia to ham ko os time hemat ni harani chaheya ham ko os time oir bhe bhoot zeada hemat sa kaam karan chaheya es main he kamyabi hay
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

      g bhai ap ne boht achi baat ki hai hum forex main kam krny e liye sub say phely apni himat or yaqeen ko improve krna chaye ke hum ne har hall main mehnat say hi kam krna hai or mehnat say dill chota nai krna qk ak na ak din esa bhi ay ga jb humin apni mehnat ka sila zaror mily ga.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

        Ji han agar Ap new hai or ap ko phily bar loss ho jata hai to aapko chahie ki aap kabhi bhi apna Dil Chhota mat Karen aur apna Kam jari rakhen inshallah agli bar apko jarur profit hoga agar aap chahte Hain ki aap permannet profit hasil Karen ya profit continues chalta rahe to iske liye aapko thodi si mehant karni hogi iske liye aapko kuchh knowledge ko gain karna hoga trideninge ke maotliq.
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

          Ge dear Pak Forex me Jo start me loss uthate Hain akher me wohe log acha profit hasilbkrne Hain new member Jo trade krte Hain pehle to wo apne senior se mashwra Kar k trade open kren to loss nahen uthaen gy agr phir bhe loss ajata Hy to preshan nahen hona chahye mehnat jari rakhe business me loss bhe ho jate Hain or profit bhe wahen se hote Hain Jahan loss hota Hy es lye loss ki wjah se mehnat na choren
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

            ji han janab aapki baat bilkul theek hai hamen Forex Mein kaam karte hue Agar loss Ho jaaye to hamen har nahin man,ni chahie balki sabar se aur himmat se kam Lena chahie aur next achcha profit Hasil karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

              Dear agar aap ko forex mein loss ho raha ho tou aap ko chahyea kay aap uss loss sae perashan na hoon balkay aap ko uss mein sakoon sae kaam kertay rehna chahyea aur agar aap tension lain gay tou iss sae aap ko loss ho sakta hai aur aap ki forex mein kamyabi yaqeeni nahin ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex business me agr loss ho Jay to phr har ni mani chiya ziyda sy ziyda menat krni chiya forex business me loss hona bhi forex business ka hisa hota hy or profit bhi ho Jana yeh bhi forex business ka hisa hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                  G Han dear members trading main ap apni loss ko dekhty howy mayoos na hon r har na manain ap mehnat krain ek di kamyab ho Jain gy r kahain gy forex zindabad.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                    Asslam o alaikum dear members
                    G Han bilkul forex main kam krny ke liye sub say phely apni himat or yaqeen ko improve krna chaye ke hum ne har hall main mehnat say hi kam krna hai or mehnat say dill chota nai krna qk ak na ak din esa bhi ay ga jb humin apni mehnat ka sila zaror mily ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                      g baai loss our profit tho har business may hothay hay our jab aap ko kise business ka ziada experiance na ho tho per tho aap ko loss ho saktha hay lekin jab aap forex trading may experiance hasil kar lathay hay our aap k pass trading ka be acha khasa knowledge aajatha hay tho per aap is business say buhut acha our ziada faida utathay hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                        Loss ki sorat main har na manain gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko ager loss hota hay too aap ko perishan nai hona chahay balkay aap ko acha bonus hasail kerny ki koshash kerni chahay oor expriences hasail kerny ky baad Kaam kerain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                          Loss forex market Mein Sabko hota hai last Hone Wali mistake Ko Dekhe learning Karen sikhen proper plan Banakar loss ko recover Karen..
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                            G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k hum sab ko chahaye k hum forex pakistan mein loss ki surat mein kabhi bhi haar na manein aur es forum se kabhi bhi dostu hum mayoos na hoon q k forex pakistan eik business hai aur business koi bhi ho tu us mein loss aur profit yeh donu cheezein hoti hain dostu.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki sorat main har na manain.✓✓✓

                              Los Ki Surat Mein Ham Logon Ko bilkul Har Nahin manani chahie bol ke Ham Logon Ko Apna aap Masjid se Marji struggling ki taraf Lagana chahie aur jitni jyada ho sake aur Jyada struggle Karke Forex ke upar kamyabi Hasil karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X