Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai
    Over trading two types ki hoti hai aik yeh ky hamain jab acha profit hasil ho jaey tou ham phir bhi trade continue kerain second yeh ky jab ham trade open kerty hain tou aik hi time main kei trades open ker lety hain jin ka hamain loss hi zyada hota hai tou dono terha ki over trading sy avoid kerna chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

    Over tarding say hum ko dor rahana chahiya tak hum koo loss ka boj na hotana parhay is liya hum ko chahiya kay over tarding na karhay over tarding ya hay kay ap koo profit ho raha hay and ap os kay bad who profit kat kar kay dosarii lot lagtay hay ya ap galt kartay hay phir ap lot laga kar pasha jatay hay and ap big lot bhi hotii hay too jo ap nay profit earn kiya hota hay who bhi gawa bathaa tay hay
    • #3 Collapse

      Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

      G han dear kabhi bhi ap over trading na karain kiyu kay aksar aisa hota haikay ap over trading kartye hain jis kay base ap ko kafi masla a sakta hai traring mai kiyu kay trading ager karnye hai tu aik limite tak he karain kabhi over trading na karain tu better hai ap kaliye
      • #4 Collapse

        Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

        Ji han dear ye bat tu ap ki theak hai kay over trading kay kafi nuqsanat hai kiyu kay aksar auqat hum smart bananye lagtye hai jis kay baise humbes mai over trading kar baithtyye hain jis ki waja say humain es mai kafi nuqsan ho jata hai tu es cheez say bacha karain
        • #5 Collapse

          Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

          g han dear apke bnat belkul sai hy forex men humen chaia kehn hum forex men overe trdaeing sy avoid karen tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy jab hum forex men achi mehnt sy kam nai karen gy forex men achi trdah trdae ai karen gy taab tak hum forex men acha profit hasil nai kaar saken gy q keh forex men ji member over trdae karta hy wo aksar he loss karta hy loss sy bachana hy to humen cjhaioa keh hum forex men over teae belkul bhe nai karen
          • #6 Collapse

            Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

            Dear friend market ki situation ko understand Karen proper plane se trading Karen over trading na Karen..
            • #7 Collapse

              Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

              Gee haan aap nay theek kaha hai over trading mein tou sirf loss hi hota hai aur mere khayal mein bhi humain forex trading mein koi aisa kaam nahin kerna chahyea kay jis sae humain loss ho kyun kay iss mein hum earning kay lye kaam ker rahay hain tou phir earning hi honi chahyea
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

                  hamain trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main anlsye kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi enter hony say aphly is k bary main information achi ho gi tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

                    Over trading sey hamasha loss he dekha gya ha jab ham trade open kerty hain tou aik hi time main kei trades open ker lety hain jin ka hamain loss hi zyada hota hai tou dono terha ki over trading sy avoid kerna chahiay..
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

                      Ap ki bat bilkul theak kaha h hamin chahey k hamesha pakistan forex per trading karty waqt over trading sy avoid karin q k hamin acha bonus mil raha hota h lakn hum lalch karty hain shyd aur mil jaye is chakr main sub zaya kar daity hain aur dosra hum ziyda trade open kar laity hain jis ki waja sy bhi hamesha loss hi hota h hamin in chezun sy avoid karna chaihey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading sy avoid kerain ky is main sirf loss hi hota hai

                        over trading kis Kisam ki ho hamen avoid karna chahie aur hamen forex ke rules ko follow karte hue discipline ke sath trading karni chahie phir hi ham consistent ke sath profit earn kar sakte hain hamen chahie ke yahan Apne money management rules ko strong rakhen aur apne andar motion aur greed Ko Na aane de or na big lot size ka intekhab karte hue trading Karen aur kabhi bhi overtrading yah big lots size ka use na Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X