sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay
    agr ap trading karna chahty hn to sari news updates lo sirf trebd ko na dekho k high h ya low h na hi sirf kisi k indicator ki waja s khush ho k overconfident bn k trading start kardo balkeh r bhi bht kuch hota h sb news updates trading rules experience sb dekho phr ja k trading karo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

    g haan dosts ap ki baat bilkul sahi hai market main kamyabi hasil karne ke liye yani is main se profit hasil kaerne ke liye trend aor indicators kafi nahi hain is main hamen market ko jaanne ke liye experience hasil karna ho ga jo hamein dem,o se mile ga is liye hamein chahiye hai ke ham is main demo ka bhi istmal karen
    • #3 Collapse

      Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

      g haan sahi kaha hai apne srf trade aur indicator kafi nae hoty trading k liye humein market ko buhat zayda analysi karna chaiye aur us k bad hi humein is mein trading karni chaiye kyun k yeh trading k liye buhat zaroori hai aur forex mein humein mehnat karne se kamyabi milti hai...
      • #4 Collapse

        Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

        Gee bilkul humain sirf market kay trend aur indicator per hi trade nahin lagani chahyea balkay humain market kay complete background ka bhi pata hona chahyea tab hi humain iss mein kamyabi ho gi aur uss kay lye humain market kay analysis zaroor kernay chahyeain
        • #5 Collapse

          Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

          hum trend ky mutabik kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm naho hota forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam akr sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

            Trade open kerny m liye bus markete k trend r indicators per full depended na hon balky new updates ko bhi lazmi follow karen r khud se bhi analyse kerty rahen ta k achi r profitable trade ker saken
            • #7 Collapse

              Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

              Yah Baat Sab Pata Jante Hain Ki Forex ka business Ek bahut jyada yakin wala business hai entrustable business hai ismein transport Mushkil Se Karte Hain Agar Ham ismein trust Karne Se Kisi ke signal white Karne Se yakin Karke invest kar dete Hain To Aise business ko control Mein Rakhna apni investment ko sambhal kar Rakhna bahut Mushkil kam ho jata hai Hamen chahie kya apne confidence ko Kabhi Bhi Is per utilised na Karen
              • #8 Collapse

                Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

                hamain is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur indicator ko use kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum real main bi planing kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain tab hi hum run karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

                  is forex main indicator ko use kar k hi hum achi trade karny main bi kio prblm na ho saky gi aur hamain ye markt main hony wali movemnet ko dekh k hi hum real main bi trade karny main bi koi mushkil na ho saky i aru hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain faida ho saky ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: sirf trend ya indicator kafi ni h trading ko open krny k liay

                    Forex trading main trade krny k lia kuch members srf trend ar indicators ko dekh kr trade lga lety hain to asa krna bilkul thek nhi hm kbh bh trend ar indicators pr ful depend nhi kr skty blky hmn news updates ko lazmi dekhna chaye ta k new updates k sath trade ko open kr skn

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X