money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai psaie b ivnest kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex ma money management ke bohat value hain hamy isy ignore nahi karna chahey
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management

    g haan dosts ap ki baat bilkul sahi hai hamen is main kaam karne ke liye rqm ka intzam ttu karna ho ga kyokey bagher pese ke ham kisi bhi business main kaam nahi kar sakte is lioye is main bhi kaam karne ke liye hamein money management karna ho ga tabhi ham is main kamyab ho sake ge aor kuch kamana bhi sharo ho jay ge
    • #3 Collapse

      Re: money management

      Gee han money management trading b boht achi strategy hai main b money management kar k trading karta ho money management ka matlab mere khiyal se market up jay ya down hum ne charo tarf market ko baboch kar paisa kamana hai yeh money management boht zaida long or life time trading k liay best rehta hai jo tukay ki trading short trading kabi kabi trading karte hai un k liay money management strategy best nai hai
      • #4 Collapse

        Re: money management

        forex mai money management ke bohat ahmeyat hain hmy is ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai haamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: money management

          Mere Khyal Mein To trading strategy aur trading plan Mein kuchh khas defence Nahin Hota train plane aur strategy Vahi Hote Hain Jo traders trading karne ke liye bulate hain trading karne ke liye plan bahut jyada important Hai Kisi Tarah Se direct GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab Ve trading karen to Ek proper trading ka plan banaen is se aap acchi trading kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: money management

            money ko mange kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi up aru down ko dkh k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi sucss hon gay y
            • #7 Collapse

              Re: money management

              market main money ko mange kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain markt main bi up aur down ko dkeh k hi hum achi trade karein gay aur hamain expirence hasil kar hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum market main bi sucss ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: money management

                money ko mange kar k hi hum sucss hon gay aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi ta k earning ho ksay gi
                • #9 Collapse

                  Re: money management

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                  hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai psaie b ivnest kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex ma money management ke bohat value hain hamy isy ignore nahi karna chahey
                  Acchi trading karne ke liye money management karna bahut jyada important hai agar aap proper money management Karke Kam Nahin Karte Hain To aap kabhi bhi acche trader Nahin Ban Sakte money management acchi trading naya bahut important hoti hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: money management

                    yes ham is main money management kar sakte hain aur ye aik acha business hai jis se ham kamyab ho pate hain jo quick money generating hai yeh azab ban jata hai or woh apna sara paisa kho dete hain kyun forex main quick word use krna hi galat hai kyun k yahan pe prices currency ki barhti girti hai to yeh koi jaddu se to hoti nahi k ek dum se barhjae ya gir jae.
                    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                    :1f4af:
                    • #11 Collapse

                      Re: money management

                      Assalam o alaikum my brothers ap ny correct bath share ku hy pk forex ak international worldwide level ka business hy as main money management lazmi karin kue ky pak forex main unlimited struggle sy hi forex maim hum unlimited benefit earn kar sukhty hn forex main bhri kamiyabi chey to money management lazmi karin as sy ap ko both zyda fada ho ga aour ap as main acha benifi earn karin gy .
                      • #12 Collapse

                        Re: money management

                        Bilkul Sar aapki baat right hai Hamen money management ke bagair kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki money management ke bagair Agar Ham trading Karte Hain To isase Hamen loss Ke Chand Se bahut badh Jaate Hain aur ham Achcha profit bhi nahin, paate isliye trading karne se pahle stop loss aur take profit ke tools ko istemal karte hue Ek limit Mein trading Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: money management

                          Apne account ki money management karna bohat zada zarori han kyu kay money management ki waja se hamara account seccure ho jata ha hamainy aik hi trades me account wash honay ka dar nehi hota ha money management ki waja se hamara risk har trades me discipline kay sath aik jaisa hota ha jisse trading bohat zada tention free ho jati ha or ap decision bhi confidence kay sath le sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: money management

                            acchi trading ke liye Hamen money management ko sikhana bahut jyada jaruri hai Agar Ham behtarin kamyabi Chahte Hain To Hamen proper way money management Ko sikhana Hoga Forex form Mein kamyabi ke liye Hamen Forex forum ke money management Ko sikhana Hoga money management ko Ham ignore nahin kar sakte hain Ham is Mein paise bhi invest kar sakte hain Ham ghar mein baithkar ismein kam karte hain Forex Mein money management ki badi value hai money management Ko Agar Ham ignore Karenge To Hamen loss Hoga trading karte waqt Hamen money management ka bahut Khyal Rakhna chahie Kyon Ke up and down Ho Jaati Hai market Charo Taraf market ko barabar manage karna jaruri hai Hamen Forex trading Mein shortcut aur kisi bhi Tarah ka risk nahin uthana chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X