News market ka trend change kar deti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News market ka trend change kar deti hay
    G han friends jab koi news release nai hoti us wakt aksar market ek hi trend main move karti rehti hay but jab news release hoti hay to us wakt market trend change kar sakti hay ya tezi say pehlay walay trend main bi bahut agay tak ja sakti hay but news anay par market fast zarur hoti hay chahay woh usi trend main move karay ya apna trend change karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News market ka trend change kar deti hay

    g haan dost aap ki baat bilkul sahi hai ham is main kaam karte hain tu hamen chahiye hai ke ham is main ache se kaam karen aoer is market ko samjhe aap ki baat bhi sahi hai news market ke trend ko change kar sakti hai is liye hamein chahiye hai ke ham is main market main news ko dekh kar bhi trade open karen tabhi ham loss se bach sake ge aor kafi oprofit hasil kar sake ge
    • #3 Collapse

      Re: News market ka trend change kar deti hay

      dear g han ap nay sahee bat kahee hay ham ko chye k agar ham news ko sat sat nahee dekh rahay hein to is main ham kabhi bhi kamyab nahi ho saktay hein is main ham ko chye k ham her time is k sat active rahein aor is main apnay kam ko kertay rahein agar ham aisa kertay hein to is main ham ko kabhi bhi nakami nahi jhasil ho g .
      • #4 Collapse

        Re: News market ka trend change kar deti hay

        G han dear ye bat tu hai kay jub bhi news atye hai tu us mai ye hota hai kay market ka trend he change ho jata hai tu kosesh kiya karain kaybkam karna hai tu ap es mai news pay focus kiya karain kiyu jay news ki kafi effect hota hai es mai ye bat tu hai na
        • #5 Collapse

          Re: News market ka trend change kar deti hay

          G bilkul is mn koi shak ni hy news market ka trend change ker deti hy leken jaha tk mn ny analyses kiy hn market mn agr kisi news ka impact ho to market next two three days mn usi price per ak dfa lazmi ati hy phr apni next movement krti hy is liy hny news pr nazar rakhni chahy
          • #6 Collapse

            Re: News market ka trend change kar deti hay

            G han bhai jan ap ny bilkul thk kaha hy mn ap ki is bat sy agree karti hon k markete r news ka apas mn bht he gahra rishta hy markete k trend jo hoty hn jab bhi change hon gy to news mn hm us k bary mn jan sakty hn is liy hmko chahiy k hm news py bhi apni nazar jmaey rakhn takah hmara koi bhi khas lamha zaya na hony oai r hm tie ki munasbat sy he koi acha plan bna k trade krn
            • #7 Collapse

              Re: News market ka trend change kar deti hay

              g hna apne theek kaha forex business ki markit par news ka bhot zyada asar parta hai our markit ka trend bhi us waqt change hota hai jab news ati hain is lye hamian news ko dekh kar trading karni chaye is ka ye fada hota hai ke hamari earning achi ho jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: News market ka trend change kar deti hay

                Hamen kabhi bhi nuksan nahin watch karna chahie Yahan per ki market ki direction kabhi bhi kisi bhi time per change ho sakti hai VK start per market ke Ham predictions nikal sakte hain ki market Kaise aur kis site per Jyada acche se Munh ho sakti hai business planning karne ke liye hamare pass control business Hona bahut jyada important hota hai kam Kanda market ki movement se Ham Laga sakte hain ki market ki moment kis ped ke sath Jyada acche se ho rahi hai
                • #9 Collapse

                  Re: News market ka trend change kar deti hay

                  kabi b and kisi b time forex trading main trend change ho skta hain forex trading main kabi loss and kabi profti hota hain par trend ka change hona us ko pata chal jata hain jo forex trading main exprt hain jo analysis main exprt hain jis ko forex trading k rules ko pata hain and jo candel ki language ko achi tara study kar kaam karta hain sirf wahi forex trading main kamyab ho jata hain and achi tara trend ka change hona jan jata hain forex trading main trend ko agar achi tara learn kiya jy tu kamyabi hain agar trend ko learn nhe karte hain tu loss long time trade main kafi haad tak haar skte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: News market ka trend change kar deti hay

                    g bilkul news market ka trend he change akr deti hai hamen news link main rehna cheye or up to date rehna cheye is sa hamen bhot faida hota hai hum is sa market ki movement k bary main jan jaty hain phir usi hisab sa trade koi continue rakhty hain,,,
                    • #11 Collapse

                      Re: News market ka trend change kar deti hay

                      G haan dear ya baat aap ki bilkal thek hay k instaforex teading main hab hum trade open kartay hain to us per jo sab sa zayada assar andaz hoti hay wo hay news aksar jab news aati hay to markit ka trand he change ho jata hay aur aap ki trade bhot lose main chali jati hay aur aksar aasa be hota hay k us he trand main trade aagay nickal jati hay
                      • #12 Collapse

                        Re: News market ka trend change kar deti hay

                        Ji bilkul aisa hi hai ki Jab Bhi news Aati Hai to market ka yah train bilkul change ho jata hai hi Kyunki ki bahut se log news ko follow kar rahe hote hain aur unko news ki vajah se market ka idea ho jata hai ki Aage market group Karegi ya down Hogi isliye Forex trading mein news ka yah bahut time roll Hai Hamari trading saree e news per depend kar rahi hoti hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: News market ka trend change kar deti hay

                          welcome to pak forex. jee ha bhai jaan forex treding me hame ache tarah market ka jaiza lay ke tred lagane chahiye.aor apnay seniores say zaror mashwra kare phir apne treding ka aghas kare.ta kh hame kabhe bhe forex pe loss na ho.aor hum acha profit gene kar sakay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X