ShoortCut use na karen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ShoortCut use na karen
    Dear forex trade may kamyabi hasil karny aur trade may expert hony k liay buhat time lgana parta hay q k is business may koi shortcut way nahe hay aur na he cheating kar sakty han is may kamyabi hasil karny k liay mehnat karna parti hay aur jitni zyada mehnat krian gay utna jald aap aik successful trader ban kar profit hasil kar sakty han
    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
    :1f4af:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ShoortCut use na karen

    G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai short cut use ni karna chaye agar hum ais market mai short cut use kary gay to aus se hum ko hi loss hona hai aor aisy hi hum ko ais forum par bhi sahe tareeky se kaam karna chaye tab hi hum ko ais mai faida ho ga agar hum short cut k checker mai par gay to hum ais market mai loss kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: ShoortCut use na karen

      Ji bilkul agar aapko wrong way apply karenge to aap se pakde jaenge per aapka account band Ho jaega shayad aapki sari Maine saiya ho jayegi aur aapko dobara se nai fir se kam karna padega to isase behtar hai ki aap in cheezon se bacche ta ke AP ko mehnat ka phal mile aur AP bonus acha mil sake aur AP enjoy Kar saken
      • #4 Collapse

        Re: ShoortCut use na karen

        Ji han bilkul doston trading mein kam karte hue aapko shortcut nahin lagana chahie balke hamesha proper way se apna Kam karna chahie Taki aap ek accha create karke ek accha profit hasil kar saken aur kamyab trade karte hue apne experience mein wafa Kar saken
        • #5 Collapse

          Re: ShoortCut use na karen

          Ji han main aapke is baat se agree karta hun hamen shortcuts istemal nahin karna chahie kyunki shortcut istemal karne ka matlab musibat ko Gale lagana hai agar Ham forex mein shortcut istemal karenge to hamara account band ho sakta hai isliye vahi Rasta chune Jo Pak Forex forum ke lihaj se sahi ho fayde mein rahenge
          • #6 Collapse

            Re: ShoortCut use na karen

            G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein humein chahaye k hum koi short cut use na karein matlub yeh k es forum mein dostu humein kisi ghalat tareeqey se kaam nahi karna chahaye balkeh humein es forum mein apni pori mehnat k sath kaam kartey rehna chahaye.
            • #7 Collapse

              Re: ShoortCut use na karen

              dear jo forex markeet ko easy samjhtay hain aur har cheez jaldi jaldi hasil krnay ki koshish krtay hain aisay traders lalach say kaam krnay walay hotay hain jinko forex ki markeet say kuch bhi hasil nai hota hay agar aik wakt kuch hasil hota bhi hay to wo markeet say jald usay lose bhi kr daitay hain is liye mairay khayal aur knowledge k mutabik agar ham nay is markeet say kuch earn krna hay ya is main dair tak rehna hay to hamko is main propper tareekay say krna seekhna sab say ziada better hay aur faiday mand hay.
              • #8 Collapse

                Re: ShoortCut use na karen

                G haan kamyabi k liye koi shortcut ni hota mehnat k bghair kamyabi mumkin nai jo log zyada earnings k liye shortcuts ki tlash main rehty hain unhyn kabhi kbhar to achi earnings ho hi jati hain lakin wo kabhi kamyab nai ho skty kamyabi hmesha mehnati insan ko hi milti hai is liye mehnat sy kabhi ni ghabrana chahiye mehnat or koshish jari rakhni chahiye tabhi hm sehi maano main kamyabi hasil kr skty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: ShoortCut use na karen

                  jee han bhai sahi kaha ha ap ny agar kamyabi chahty hai tu phir forex me shortcut sy kaam nahi chaly ga or naa he is forum py copy paste chalti hai
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X