Himat na haren
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himat na haren
    Forex trading may profit aur loss dono he expected han agr aap ko musalsal loss ho to phar bhe himat nahe harni chaiya balkah aap ko apni trade ka jaiza laina chaiya aur apny weak points aur apni mistakes ko control karna chaiya un say learn krian aur un ko repeat na hony dain is k ilawa zyada mehnat krian aur zyada learning krian aap zrur kamyab ho jaian gay aur achi earning krian gay
    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
    :1f4af:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himat na haren

    G han dear forex aik business hai aur business mein humy profit aur loss 2no ka samna krna pharta hai agar forex mein humy loss ho jain to himet ni harni chaiye balky sabar sy km lena chaiye Agar loss huwa hai to profit b zarur ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Himat na haren

      Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to ais market mai kai dafa hum ko loss hota hai aor kai dafa profit hota hai hum ko agar ais market mai loss hota hai to hum ko ais market mai himat ni harni chaye ais se hum ais market mai agar kaam karty hai to hum ais market mai time k sath sath expert ban jaty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar hum mehnat karty hai to ais market mai kamyab ho hi jaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Himat na haren

        Asalam o alaikum dear member umeed krta hun ap sub khairiyat se hon ge g han bhai ap ne thek kaha he forex pak mn humen himat nai harni chaiye our ager humen aik bar loss ho bhi jaye ainda k kiye apne us week point control krna chaiye our zyda se zyda mehnat kreni chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Himat na haren

          agar apko loss ho raha hai uski wajha dekhy himmat na haray trade ka zaiza le or apni weakness mistake check kare in cheezo ki learning karni chaiye q ho raha ha ase point check karni chiaye phr ap loss ka muqbala asani se karke usko handle kar sakty hai yahi apke liye achy profit ki nishani ho gai.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            Re: Himat na haren

            G bhai jan ap ne yeh sahi kaha hai k forex pakistan mein humein chahaye k hum kabhi bhi apni himat na harein chahay kuch bhi ho jaye humein es forum se mayoos nahi hona chahaye aur na hi es forum ko kabhi choorna chahaye q k dostu agar hum es forum pe bharosa rakhein gey tu eik na eik din hum yahan zaroor kamiyaab hoon gey.
            • #7 Collapse

              Re: Himat na haren

              ji han members trading mein kam karte hue aapko chahie ki nahin Karen soch samajhkar trade Karen jitni jyada aap nahin karenge utna jyada aapko kamyabi milegi himmat na hare kamyab trader kabhi himmat nahin harte banke mohabbat karte Hain aur saber ke sath apna Kam karte Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Himat na haren

                g handear ap ne bhot achi bat kehe hy forex trading business me hamin kise bhe sorat me himat nh harni cheye kuin ke ager himat harte han to kbi kamyabi bhe hasil nh ker ske ge posts or threads informative kerne se acha bonus hasil ker skte han or forex ke ruelss ko lazmi folow kerte rehna cheye
                • #9 Collapse

                  Re: Himat na haren

                  yeh baat to subko he pata hein agar hum apni life main succesful hona chahte hein to humen chahye hein k humen kabhi be life main himmat nhi harne chahye hein keyu jo log dar ko mind main rakhte hein wo kabhi be life main agay nhi bhar sakte hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Himat na haren

                    g ha bilkul thek kaha hy apny hamein is mn chaye ky ham mehnat sy kam karien aur pher is mn kahbi bhi apny himat na harien ager hamein apny ap per yaqeen hoga to pher ham is mn kabhi bhi nhe har sakty aur na hi kabhi is mn nakam kar sakty hn so hamein is mn chaye ky ham is mn kabhi bhi himat na harein aurna hi is mn kahbi yaqeen ko kam karien
                    • #11 Collapse

                      Re: Himat na haren

                      G han ap ki bat bilkul sae h pakistan forex main kamyabi k liye mahnat bhut zarori h agr mahnat karin gay tw kamyabi ho gi baz aouqat ya hota h k mahnat k ba wajood ap ko loss ay jata h tw ap ko himat ni harni chihye bal k ap ko chihye k ap apny weak point per ghaour karin aur un ko theak karin ta k ayinda na kami sy bch sakin
                      • #12 Collapse

                        Re: Himat na haren

                        dear traders Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen apan down situations ka Samna karna padta hai isiliye koshish Karenge confidence se face Karan on patience ko handle karne ki koshish karen Jitna Jyada Ham Karenge Mein kamyabi Milegi kabhi bhi Hamen Himmat Nahin Harni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Himat na haren

                          g han himat na haren aur himat se forex per kaam karty rahen himat ki apko saab se zeyada zarorat is waqt hoti ha jab apko loss ho jata ha is waqt ap himat se loss ko face kar ke kamyab ho sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Himat na haren

                            Forex trading mn kamyabi ky liy himmat sy kam kerna chahy r himmat r hosla us wkt kam ata hy jb hmy loss hota hy hmy chahy ky loss mn ghbray ni r mehnat kry learning mn r apny trading skill ko improve kery phr hm next loss sy bach skty hn t kamyab ho skty hn jis sy hm achi earning krr skty hn r jaldi kamyab ho skty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Himat na haren

                              g bilkul pak forex main kabbhi bhe himmat nahi harni cheye humen bhot zeada himmat k sath kam karna cheye or himmat kar k he hum kamiyabi hasil karty hain ,,,,kamiyabi k liye himmat karna bhot zeada zarori hota hai or himmat ki waja sa he hum kamiyabi hasil karty hain ,,,,hum sub ko cheye k hum is main bhot zeada mehnat k sath kam kia karen,,,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X