Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?
    Dear ais market mai kaam karny k liay bahot sary indicator hai hum ko ais mai kon sa indicator use karna chaye jis par hum ko achi trades mil jaye aor ais mai hum kaisy trade kary jis se hum zayda profit bana ley koi aisa indicator ho jis par hum ko acha result mil jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

    Ap forex market may analysis kay liya wo indekater use karya jo ap ko acha profit day jay jiss say ap market ka achya say analysis kar sakya jiss say ap ko analysis karnay may zada parshni na ho iss kay bad ap kamyabhi ki taraf ja saktya hya iss may hum ko mahnat kartya rahna chya hum jitni mahnat karya gay hum forex say itna acha profit gain kar saktya hya.
    • #3 Collapse

      Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

      Dear members trading Mein analysis ke liye mere khyal Mein sabse best RSI indicator hai jismein aap Achcha apne trade ko predict kar sakte hain aur usmein Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko chahie ki Hamesha Soch Samajh Kar trade Karen aur ek Kamyab trade Karke Ek Achcha experience Hasil karne ki koshish karen.
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

        analysis ka lia mukhtalaf indicators hota hain laken RSI ko agr ap use karta hain tu ya sub s best hai is lia dear forex mai indicators ko use karian laken analysis ko aleda use karian hama maloom hona chaya ka analysis kitna kisam ko hota hai 3 kisam ka analysis hota hain ak technical analysis jo hum market ka graph ko dahk kr karta hain dosra fundamental ji hum is mai market ka news pr analysis krta hain or acchi earning kar sakta hain
        • #5 Collapse

          Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

          ہاں میرے پیارے دوست اشارے کام کرتے ہیں اور فاریکس ٹریڈنگ کے کاروبار میں ہر اشارے فاریکس پلیٹ فارم میں مختلف نمائندگی کے ساتھ ایک ہی اعداد و شمار کو ظاہر کرتا ہے۔ مختلف کوئی بھی اشارے آپ کو خفیہ اعداد و شمار نہیں دکھاتے ہیں جس نے آپ کو بتایا تھا کہ جب آپ کو مارکیٹ میں داخل ہونا پڑتا ہے اور باہر نکلنا پڑتا ہے تو اس کا انحصار اس بات پر ہوتا ہے کہ آپ تجزیہ کس طرح کرتے ہیں اور مارکیٹ میں داخل ہونے کا صحیح وقت اور صحیح وقت تلاش کرتے ہیں۔ وہ مختلف قسم کے اشارے دستیاب ہیں جیسے rsi ، macd ، sma اور بہت سے دوسرے اشارے مارکیٹ کے اعداد و شمار کو ظاہر کرنے کے لئے دستیاب ہیں۔
          • #6 Collapse

            Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

            jee dear aap different indicator hse kr skaty ho mery nazdek tu RSI or parabolic indicator bhaot kaam ky hain or asaani sy smjh aa skty hain
            Achy Threads py thanks tu banta hai na
            • #7 Collapse

              Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek Kaha Hai Main Koi indicator Ko Nahin dekhta Analysis ke liye main sirf Apne dimag se trading karta hun aur news ko follow karke ismein trade open karta hun mujhe experience hai knowledge bhi hai main apne dimag se trade karke ismein news ke waqt bahut achcha profit hasil kar leta Hun mujhe FIR kya jarurat hai indigator ko follow karna
              • #8 Collapse

                Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

                Dear friend indicators all mostly best hi hote hain Agar understand karna aata ho to understand karna sikhen indicator ko..
                • #9 Collapse

                  Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

                  indicator koi bhi ho humein is ko zayda se zayda use karna chaiye aur zayda se zayda humein is ki learning karni chaiye tab hi hum is ko achi tarhan samjh sakty hain aur forex mein humein is ka buhat khayal rakhna chaiye tab hi hum is mein buhat zayda leraning kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

                    Dear baat ya hay k markit main kam karna k laya bhot sa indicator usecki jatay hain in main khuch easy hain khuch bhot complecated hain in ki samaj he nahi aatti hay in main sab sa easy indicator hay wo hay RSI iss indicator ko aap easly istamal be kar saktay hain aur samaj saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

                      bhai ajn forex trading main market ko analysis karny k liye boht se indiactors hain jin ki hlep se hum market ko achi trah sj h skty hain or forex main sub se zyda jo indicator use kiya jata hai wo RSI indicator hai jis sse hum apni trdaing k liye market ko bari achi trha follwo kar skty hain or hmain loss hony k chances bhi boht kam hoty hain jub hum market k hisabs e trading karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                        Dear ais market mai kaam karny k liay bahot sary indicator hai hum ko ais mai kon sa indicator use karna chaye jis par hum ko achi trades mil jaye aor ais mai hum kaisy trade kary jis se hum zayda profit bana ley koi aisa indicator ho jis par hum ko acha result mil jaye.
                        Market Mein analysis karne ke liye aap koi bhi indicator use karte hain tu hi deta hai trading Mein useful hote hain lekin ek baat Apne voice Mein rakhen ke kabhi bhi indicators 100% divined na Karen yah sirf Hamen market ka direction Dete Hain yah Kabhi hundred percent right Nahin Hote indicators ko Apne training plan Mein Shamil rakhen lekin totally depend karna bevkufi ho sakti hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market mai analysis k liay kon sa indicator use karna chaye?

                          Dear member main kabhi bhi indicator ko istemal nahin kiya hai aur Main yah samajhta Hun Ki main sirf news per hi trading karta hun Kyunki news ki vajah Se Hi market ki movement change hoti hai aur friend tabdeel Hota Hai agar aap ismein achha profit Hasil karna chahte hain to aapko news ko zarur karna chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X