Forex trading me analysis ki ahmiyat...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

    Forex trading men analysis ko BHT ahmiat hasil Hai qk is se hum market ko achi trah learn kr skte hain r hamen market men profit r loss ke pairs men knowledge mil skta Hai qk kbhi bhi pairs ek Jess Ni rehte yaeni kbhi unki movement loss men chali jati Hai r kbhi profit men.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

      Doston Forex trading Mein analysis karne ke liye aapko bahut sari chijon ko dekhna padta hai jaise ki market ko indicate karna market ke bare mein acchi knowledge Hasil karna aur Iske alava aapko Yahan per candles ko padhna Hoga agar koi news a rahi hai to use news ke bare mein Jankari Hasil karna chahie use use se market per kya impact per sakta hai yah Tamam chijen jawab Karoge tab aapko Yahan per Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai vah bhi jaldi se
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

        Asslam o alaikum g haan billkul forex ma analysis bohat importance rakta Han keon ka analysis sa hmain PTA lg jata ha ka market ki current Kia position ha market fast ha ya slow ha or next time market ki Kia position ho gi is Lia jb bi koi trade lgyain us sa phly market ko analysis krna zarori samjain or news ko bi read KR Lia kran trade lagana sa phly
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

          g bilkul bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forex trading main analysis ki bhot he zeyada ahmiyat hy analysis keye bagear hum forex main achi trade kar he ni sakty han achi trade hum tab he kar paty han jab hum market ko achy sy analysis karty han tab he hamare trade achi or profitebal hoti hy
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

            bhai jee forex me anaysis ki bhaot zyada ahmiyat hai q ky isi ki bunyaad py tu koi bnada trade lagata hai or agar acha analysis ho tu acha profit mil jata hai
            Achy Threads py thanks tu banta hai na
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

              forex mein trading karne se pehly humein achi trhan analysis karna chaiye jab hum uis mein zayda se zayda analysis karte hain tab hi hum chat ki candle ko samjh sakty hain aur forex mein humein jab chat ki samjh ati hai toh tab hi hum is mein kamyab trader ban sakty hain...
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading me analysis ki ahmiyat...

                Forex trading main analysis ki bhut ahmiyat h jb hum market main trading karny jaty hain tw hamin pata hona chihye k market ki kia position h aur pahly kia position thi is sy hamin trading karny main asani hoti h analys karny sy hamin pata chal jata h k market ki current position kia h aur previous kia thi aur is sy hum ya bhi guees kar sakty hain k next kia ho gi

                اب آن لائن

                Working...
                X