Experience vs knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience vs knowledge
    sar main aapse hi baat puchna Chahta Hun Ki experience aur knowledge mein kya Fark hota hai agar hamare pass experience Hai To Hamen Hona chahie aur dukhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experience vs knowledge

    Hi dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k chahy hmara knowledge ho ya hmara experience hmary kam to 2non hi krty hain q k yh hmary kam tb aaty hain jb hm loog bit krty hain aur aagy aa k kam krty hain yh 2non hr jgh kam aaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Experience vs knowledge

      Experience aur knowledge

      Traders ka knowledge us key experience aur achi trading ki waja banta hay trading skills without Forex information aur knowledge key increase nahi hota, 1 trader agar achi learning work karta hay magar wo apny knowledge par zeyada focus nahi karta to trading ka 10 saal ka experience us ki kamyabi ki waja nahi ban sakta, knowledge hay to hi sab koch asaan hay knowledge nahi to app 1 trade be profitable nahi laga sakty ho.
      • #4 Collapse

        Re: Experience vs knowledge

        Experience vs knowledge gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex forex main aap ki learning let ky acha knowledge hasail kerna chahay oor aapny knowledge say aap forex main kaam kerty hoay acha expriences hasail ker sakhty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Experience vs knowledge

          Aslam o Alikum Dear friends jub hum Pak forex join krte hain to humare pass na he knowledge hota Hy or na he experience hota Hy par jub hum Kam start krte Hain to hmare pass knowledge ata jata Hy or jub hum thread krte Hain to experience bhe hota jata hy hum ko
          • #6 Collapse

            Re: Experience vs knowledge

            Ji Bhai aapane bilkul bahut Achcha Sawal Kiya Hai experience aur knowledge Hamen kam karne se Hasil hote hain aur UN mein zyada Fark Nahin Hai Jitna Hamen yaden knowledge Hoga aur hum jitna Achcha kam Karenge utna Hamara Achcha experience hoga aur acche experience se Ham Achcha kam kar Sakenge
            :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
            • #7 Collapse

              Re: Experience vs knowledge

              G han member expernce gain kernay k liye kafi mehnat kerna hoti hay us k sath sath forum pay kafi time bhi dena hota hay isi terha e members ko expernce gain hota hay jab tak knowledge na ho to tab tak expernce gain kerna mushkil hota hay is liye pehlay knowledge hasil kerna zrori hay
              • #8 Collapse

                Re: Experience vs knowledge

                How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex business me experience TB hasil hota hy jb hamry pass ziyda sy ziyda knowledge ho gaa to phr hi experience hamry pass ho gaa ply ziyda sy ziyda knowledge hasil krna chiya phr hi experience acha ho gaa
                • #9 Collapse

                  Re: Experience vs knowledge

                  Dear experiance aur knowledge ka apas mein koi muqabla nahin hai balkay aap ko tou forex mein donoun mein hi mehnat kerna hoti hai agar aap forex mein mehnat sae kaam kertay hain aur forex ka knowledge hasil kertay hain tou aap ko forex ka experiance hasil kernay kay lye demo account mein bhi kaam kerna chabyea
                  • #10 Collapse

                    Re: Experience vs knowledge

                    G han shi kha apne forex main ap kam kr k achi earning hasiil kr k apko knowledge hasil krni chahye or apny knowledge sy forex main km krne sy ap acha experience hasil kr skty hain forex main experience or knowledge ka hona zrori h
                    • #11 Collapse

                      Re: Experience vs knowledge

                      jee dear ap ne bohat he acha or sawal poocha hai hmen sab se pehlay apnay basic knowldge ko hasil karna chahie phir ap iss mian ahista ahista apna knowldge increase karna chahiye jab ap k pass knowldge hoga to ap iss main knowldge ki base par apna experince ko ziyada kar sakty hain bina knowldge k ap forx miana apna experince bhi gain nai kar sakty
                      • #12 Collapse

                        Re: Experience vs knowledge

                        jee dear ap ne bohat he acha or sawal poocha hai hmen sab se pehlay apnay basic knowldge ko hasil karna chahie phir ap iss mian ahista ahista apna knowldge increase karna chahiye jab ap k pass knowldge hoga to ap iss main knowldge ki base par apna experince ko ziyada kar sakty hain bina knowldge k ap forx miana apna experince bhi gain nai kar sakty iss liye sab se pehlay ap ko apna knowldge ko increase karna hoga tabhi ap iss main kamyaab ho sakty hain or apna experince ko bhi fain kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Experience vs knowledge

                          Jitna achha experience aur knowledge Hoga market ki movement ko easily understand kar Sakenge..
                          • #14 Collapse

                            Re: Experience vs knowledge

                            g experience vs knowledge forex per kamyab hona ha tou dono hi cheezen bohat zarori han in se hi ap kamyab hotay han agar knowledge acha ha tou hi ap achi posts kar sakty han aur experience bohat zarori ha acha bonus hasil karny kay liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experience vs knowledge

                              Dear yeh trader k experience aur investment par depend karta hay k vo kitna profit hasil karta hay is liay zyada earning k liay at least 150 $ say trade start karni chaiya aur is k sath aap ko trade ka acha experience hona chaiya phar he aap acha profit hasil kar sakty han agr aap zyada invest karty han lakin aap trade may expert nahe han to aap ko loss ho ga
                              Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                              :1f4af:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X