acount wash hony ki waja?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    acount wash hony ki waja?
    slam members can u plz guide me k acount q wash ho jata h iski waja kia h r asa kia karna chahiay k acount wash na ho r profit bhi bht ho r koi bhi nakami na ho plz guide me k acount ko wash hony s kesy bchaya ja Sakta h r uski kia requirements hn k hm apna acount safe zone men rakhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: acount wash hony ki waja?

    Agar Ham forum ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge Hamara account block ho jaega isliye main Hamesha rules ka Palan karte hue kam karne ki koshish Karni chahie Pariksha mein Jab Bhi deta hai
    • #3 Collapse

      Re: acount wash hony ki waja?

      Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to ais market mai hum ko ye dekhna hai k hum ais market mai jo trade lagany lagy hai aus ka lot size kai hai aor aus trade ka stop loss kaha ban raha hai agar aus trade loss ka stop loss thora sa zayda hai aor hum ne aus trade mai lot bari lagai hai to aus ki waja se hum ko bahot hi zayda loss ho sakta hai ya aus ki waja se humra account wash ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: acount wash hony ki waja?

        forex main account wash hone ki sab se bari wajah forex trading main ziyada profit hasil karnwe k liyetrading main lalach karna hai jis ki wajah se forex main hum nakam ho jate hain our forex main nakami ki dosri bari wajah beghir experience our knowledge k forex trading main work karna hai jis ki wajah se forex main hamein bara loss hota hai jis se hamari mehnat waste ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: acount wash hony ki waja?

          g bhai as per my experience and understanding humay is market main loss issi liya hota hai because hum forex trading ko for granted lai jatay hain aur is kai rules and regulations ko follow nai kartay stop loss aur take profit ka use nai kartay aur lalach main zaida lot kai sath trade kartay hain takay jald say jald hum is market main earning kar sakain tu is waja say hum is market main apna account wash karwa bhaitatay hain.
          • #6 Collapse

            Re: acount wash hony ki waja?

            Dear friend forex pakistan mein account wash honey ki sab se bari waja lalach ho ti hai es leiye dostu hum sab ko chahaye k hum sab es forum mein kabhi bhi lalach se kaam na lein aur hum es forum mein jab bhi apni tarding karein tu dostu us mein hum lot size kam rakhein aur zyada risk na lein es business mein dostu.
            • #7 Collapse

              Re: acount wash hony ki waja?

              Account wash hinay me jo sab sa barey waja hy kh ham aonay account ka balance sa zeada ham lot size laga laity hain to asa main ham bhoot bara loss kar jaty haun our zeasa loss hoty hoty ham aona account wash ho jata hy es lot size zeada lagany ke waja bs auk hay lalach kh ham bhoot zeada acha profit hasal kar laun ga
              • #8 Collapse

                Re: acount wash hony ki waja?

                account wash hona ki waja hai money management na krna stop loss ka use na karna or bari lot size s trade karna ya main waja hai forex mai ka hamara account wash hota hai agr hum in cheezon pr control kar lain tu huma forex mai kamyai hasil kar sakta hain or best trader ban sakta hain is lia huma karna chaya ya
                • #9 Collapse

                  Re: acount wash hony ki waja?

                  bhai janaccount vash honay k jo main resons hy rya khial say ham jab treading say koch sekhty nahi or khpod say treading shoro kr dety hyn tab meray khial mn hmyn bahot abara loss ho jta hy or hamra account vsh ho jata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: acount wash hony ki waja?

                    jub ap bhot zeada lalach karty hain or forex k rules ko bhe follow nahi karty to he hum sub ka account bhe wash ho jata hai ,,,hamen tarde karny main kabhi bhe lalach nahi karni cheye na he hamen jaldbazi sa kam karna cheye ,,jaldbazi k kam k chakr main nuksan he hota hai....
                    • #11 Collapse

                      Re: acount wash hony ki waja?

                      account wash hony ki wajah gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain lykeen ager aap greedy ho jaty hain too account wash bhi hoty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: acount wash hony ki waja?

                        Forex mein account varsh hone ka matlab hai aapki sari investment Ka Hona Forex mein agar aap Koi galat plan banate hain to aap ko Kafi jyada ho sakta hai aur agar aap aap isko jaldi close Nahin Karenge to aapko apni sari investment karni padegi isiliye dekh kar kam Karen Jyada Se Jyada Prophet Hasil Karen agar aap aap aap Koi plane bagair Kisi information aur research ke banate hain to aapko apni investment se a Hath dhona Padega
                        • #13 Collapse

                          Re: acount wash hony ki waja?

                          welcome to pak forex. jee ha jub hum forex pe ache mehnat kar kay hame acha bonus milta hay.to hame chahiye apne bonus ko ache trah dekh bhal ke use kare. jub hum forex treding shuru kare to pahlay market ka jaiza lay.aor phir treding ka aghaz kare.
                          • #14 Collapse

                            Re: acount wash hony ki waja?

                            Account wash hone ki waja ye hai k ya to trading main hm money management ka khayal nhi rakhte or account se Zyada lot size use karte hain. Hame money management ka khayal rakhna chahiye or lot size km rakhna chahiye or specially stop loss ko use karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: acount wash hony ki waja?

                              Forex ma account wash hona ki sb sa Bari wajah ya hoti ha ka ham forex ma apna bonus ki base pr trade nhi lagata laluch krta Han zada profit ka chakar ma par jata Han jis sa zada loss ho jata ha or pr account wash ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X