Profit kai baad over confident hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit kai baad over confident hona
    dear Members main ap say yeh kehna chahta hon kai some time hum jab trade lagatay hain aur wo market ki taizi ki waja say humay profit day jati hai aur us kai foran baad hum aik aur trade laga laitay hain apnay over confidence main jiss ki waja say humay huge loss hota hai tu humay chahiyay daily basis per aik target set karain aur utna hi profit earn karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit kai baad over confident hona

    g haan dost agar ham as main kaam karte hain mera matlab hai agar ham forex trading main kaam karte hain aor ham as main profit bhi thora bohat hasil kar lte hain aor us ke bad ham over confidence karte hain tu ye hamare liye sahi nahi hai q k agar ham over confidence karte hain tu ham men men a jate hain aor jo men karta hai ALLAH ko bhol jata hai wo kabhi kamyab nahi hota as liy hamen chahiye hai ke ha
    • #3 Collapse

      Re: Profit kai baad over confident hona

      Je dost pak forex forum py kam karty hoye trade lga k profit kma kar hmen over confidence nae hona chahye..ye hmary faidy main nae ..apny jazbat py qabo pa kar agye ki traf bhrhna chahye..or mazed profit kmana chahye
      • #4 Collapse

        Re: Profit kai baad over confident hona

        Dear proft k bad ovrcnfdnt hona hamary lie loos ki waja bn skta hai ic lea ache trader ko chahia k wo kbe b achy profet k bad over confidence na ho balke use mazeed mehnat kerni chahea aur apny profits pr fucus Kar k mazeed imprve kerna chahea..jb ham overconfidence nhe Hun ge aur apni mehnt aur learning ko jari rakhain ge to hamain inshallah pher koi Fark nhee pre ga ..likin jab ham overconfidence Hun ge to ham phr ghlt decision lein ge Jo bad me hamary Lia loss aur nksan ka sabeb bny ga..
        • #5 Collapse

          Re: Profit kai baad over confident hona

          profit k bad kbhi bhi overconfident ni hona chahiay kbhi bhi bahut khushi men a k apny kam ko khrab na krain r is ko glt bhi na krain r bht khush ho k trading men laparwahi na bartain bs chahy faida ho ya nuqsan ho hmesha ap moderate level p rahain r achy s lagan s kam krain
          • #6 Collapse

            Re: Profit kai baad over confident hona

            aik dam sahi baat ki hai apne jab hum market ko bina analysis kiye trade lete hain aur over confidence mein trading karte huwe buhat zayda lots use kar lete hain toh is ka buhat negative asar humare account per parta hai aur trade loss mein chali jati hai jab is mein hum mehnat kiye bina hi trading start karte hain toh...
            • #7 Collapse

              Re: Profit kai baad over confident hona

              g han bhai jan ap ki bat sahi hy k kpch log oty hyn jo k profit k bad over confidens ho jaty hyn jis k bad on ko loss hona shoro ho jata hy agr ap nay prfoit hsail kia hy to dobara say vsay hi mehnat krna shoro kr den ta k ap is say bhi zida profit kama ksayn
              • #8 Collapse

                Re: Profit kai baad over confident hona

                G dear friend ap ne yeh bahut hi achi bat ki hai k humein forex pakistan mein profit k baad over confident nahi hona chahaye warna dostu es tarha hunm es forum mein kabhi kamiyaab nahi ho payein gey aur es tarha fakhar karney se dostu humara bahut nuqsaan bhi ho sakta hai es forum mein.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit kai baad over confident hona

                  dear ap ki baat bilkul theek ha over confidence ki waja se bohat Sare traders apna loss karwa letay hain jub traders over confidence hotay hain to un me greed a jati ha jis se wo over trading karty hain jis se baaz okaat bohat zada loss ho jata ha jis ko recover karna kafi hard hota ha isliey ap ko agr profit ho tub b discipline kay sath trading karay
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit kai baad over confident hona

                    Profit kai baad over confident hona gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main aap ko profit honey ky baad aap ko over confidence nai hona chahay iss say aap ghailti kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap achi planning ky sath trading kerain too aap ko aapna asp per control hona chahay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit kai baad over confident hona

                      g profit k bad hamen kabhi bhe over confident nahi hona cheye aisa karny sa hamara bhot bara loss bhe ho sakta hai account baN bhe ho sakta hai or account wash bhe ho jata hai ,,,
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit kai baad over confident hona

                        Asalamu Alaikum.
                        Jee bilkul asa hee hota hain profit k bad confidence over or loss k bad confidence down hojata hain . Dono hee condition ek business mind k liay bhut galt hain dono situation mai normal rahkna chaia or loss ya achy profit k bad further planning karni chaia na k depressed hokar ya over confidence mai galt fiasly lay
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit kai baad over confident hona

                          bahut achi bat share ki hai ap ne forex main achi kamyabi hasil karne k liye confidence ka hona bahut hi zaori hai jis ki wajah se forex main hum achi trading kar sakte ain our achi earning hasil kar sakte hain lekin forex main hamein over confidence nahi hona chhiye jis ki wajah se hamein loss ho sakta hai our hamari pori mehnat waste ho sakti our hamara account bhi wash h sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit kai baad over confident hona

                            Forex me treat Lagai hai Jaise aapko achha profit Hasil hua hai to aapko chahie ki aap aap Agali trade ke liye accha plan banaen Jaise aapko aur Jyada profit ho sake Agar time dekh kar trading Karenge to aapko bahut Soch sakte hain aap market Dekh Kar Agar time per track Karenge to aapko Hi Se kafi zayada profit milega agar aap 24 ghante treating karte rahenge to aapko profit kam loss zayada ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit kai baad over confident hona

                              G haan billkul AP na sahii kha forex trading ma jb ham kbi Profit ho jata ha tu ham is ka bad over confidence hota Han or jis ki wajah sa ham koi asi jald bazi krta Han jis sa loss ka samna krna prta ha is Lia sb members ko chahia apna AP pr control rakin over confidence nhi hona chahia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X