start may muje pata nahi tha ke kam kase karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    start may muje pata nahi tha ke kam kase karain
    waqt waqt ke baat hote hai jub hum ne kam start keya tha tu hum ko koi pata nahi tha ke kam kase karain per ab hum ko koi aqal aahe hai hum ko khate hain ke jo koi be kamyabi hasil karna chahta hai usko her cheez ka knowledge hasil karna hoga her koi kamyab hojahe ga ya kam etna mushkil nahi hai jitna lagta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

    bhai jan start main kisiko bhi nahi pta hota hai k kam kis trha karen yah tu hmaain jesy jesy forex ko time deny lag jaty hain wesy wesy hmain forex k bary main knolwedge milta rhta hai or hmain pta chlta jata hai k hum ny forex main kis trha kam krna hai or achi eraning kari hai forex main koi bhi pahly sikh kar nahi ata hai sub ko join hony k bad he forex ki sahi smajh ati hai
    • #3 Collapse

      Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

      Ha g bhai jaan jab shuro main new members apna account bnata hy to unko is main samajh nhi ati ka yaha kya karna hy aur kya nhi karna lakin jaida hi jaisa wo us main kaam karta ratha hy to unko ko is main achi samajh ani lagti hy jis ki waja sa wo phir is main kaafi intrest layna lagta hy
      • #4 Collapse

        Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

        welcome to pak forex. jee ha shuru may kisi ko bhe pata nahe hota ke kia karna hay.agar aap forex ko proper time dete raho gay to aap ko bhut jald he samajh aa jaay ga.aor jub aap ko forex bare sare samajh aa jaay ge to aap ko forex pe work karna koi mushkil bhe nahe lagay ga.
        • #5 Collapse

          Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

          G han dear ap nay bahut achi bat ki hay, jab koi members forex market join karta hay to usay kuch pata nai hota kah us nay keya karna hay aur woh seniors say yah online sources say learning ki koshish karta hay kah usay keya karna chaheay but wakt k sath sath jab woh used to ho jatay hain to sab kuch clear ho jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

            start main ksi ko koi pata nhe hota hain k kaaam ksy kare hian par kaaam karne k liye lazmi baat hain k mehant karn hoga and kamyab hoina hain tu mheant karna b must hain haar koi forex trading main kamyabi hasil karte hain par mehant karna b hoga online bussnines hain par mehant karna b must hain haar koi kamyabi chahta hain par hard work koi b nhe karta hian hard work karne k liye b mehant karna hain bina hard work kiye kaam nhe hota hain kamyab hona hain tu mehant kare analysis kare learning hogi tu kaam ko samjh i gi agar hard work nhe hain tu earning b nhe hain
            • #7 Collapse

              Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

              dear start mein ase hi hota hai pehle knowledge sekhna parta hai phr kam ki samj ati hai senior logo ke kam ko dekhana parta ha kis base pe wo kar rahy ha unse basic sekhni chiaye phr ashta ashta apko knowledge ho jata ha ke forex business mein ase kam karke kamyabi hasil ki ja sakti hai ye sub mehnat pe depend karta hai.
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

                g bilkul ye kam itna mushkil nahi hai jitna hum samjh lety hain or isky bary main knowledge hasil karna he sub sa zeada zarori hota hai jub knowledge hasil ho jata hai hum is main kamiyab ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

                  start main kisi ko bi kam karna nai hata hia so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi at k loss km h o saky hain aur kam karny say pahly is k bary main learning karni ho gi at k earning karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain demo main practice karien gay tab hamain faida ho saky ga ab hi hum run karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

                    forex aik international business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kmaaybe hassial ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai baager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: start may muje pata nahi tha ke kam kase karain

                      g ha g forex main hamy starting main pta nh tha ka ham kasy kary kam jasy jasy time guzarta gya hamy otna hi expirence hota gya ham jitna bh kam kary gay hamy otna hi faida ho ga our ham otna hi acha bonus hasil kar sakty hain hamy ziada say ziada mhant karni chahy our acha bonus hasil karna chahy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X