Loss ko face karny ki himmat honi chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko face karny ki himmat honi chahye
    Dear friends forex trading main loss ik aysa amal hai jo har kisi ko hona he hota hi so apko chahiye kay loss ko face karny ki himmat rrakhyn or porye saber kay sat loss ko face karyn or jab ap nay aysa kr lia ko earning bhi zaror hasil ho sakti hi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar loss ko serious len tu loss bhi hamaray liay teacher ki hasiat rakhta hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss ka mukabla karen aur loss se seekhnay ki koshish karen loss iss business ka hissa hey iss liay agar aik trade men loss ho jay tu dusari men profit bhi ho sakta hey
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

      g han sahi kaha ap na loss ko face karna ki himat karni chaya kiun ka loss hota hai forex ma or ya ak forex mai loss zayda or profit kum hai ap na dahka ho ga jasa hi ap trade ope karta hain ap ki trade loss mai open hoti hai tu matlab ya ka loss paka hai is lia s sy karian na ka is ko apna opr sawar karian ta ka ap ko accha knowledge mila or ap best trader ban sakain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

        gf han loss ko face karny ki himat honi chahiye g agar ap business karna chaty han tou loss ko face karnay ki himat zaror honi chahiye kyu kay business may aksar apko loss ho jata ha aur is ko himat se hi face kiya jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

          Dear member ye to aam routine ki aik baat hay k forex pay kaam kernay wlay her aik member ko loss hota hay is ko koi bhi member ignor nahin ker sakta lekin ager achi planning ker li jaey to is loss ko minimize kiya ja sakta hay membrs ki mehnat hi say sab kuch possible ho pata hay
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

            hamy loss ko katem karna ho ga her he hum agy bar saky gy forex ak acha business hain hum is mai saber or himat sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik online busines hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

              hello dear sir bht piari bt ki ha apny forex m kam krty wqt sirf profit py khush ni hona chahehy blky insan ko loss ko bhi face krna chahehy q k loss hony py insan m hosla peda hota ha insan m learning ki chahat barhti ha r ap research kr k dekh len jitny bhi expert hen forex k unko start m bht ziada loss hota ha r loss k baad wo expert bnty hen q k loss apko bht acha experience dy jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

                is forex main hamain himat na haroo is forex main pahlhy learning karni ho gi ta k loss km h o sakty hain aur is forex main bi planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain main planing kar k hi hum run kar k hi hum sucss ho sakty hain it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

                  G bilkul Forex main kaam karny ka sath sath hamain apna knolwledge achy se increase karna chahiye ka jub bhi hamain loss ka samna ho to hamain apny knowledge ki wajah se us sy jald hi recover bhi karna aajay keunky forex main aap kamyabi seirf aur seirf achy knowledge se hi hasil karty hain.
                  Jazak ALLAH ツ
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

                    Je dear freand ap thek keh rhy hain ..pak forex main trading k darmyan loss lazim hlta hy..loss trading ka hisa hy..hmen chahye k jab loos ho to hum zabar kren ..itni himat honi chahye..is treh loss k bad profit bhi trading ka hisa hy..to phir hum profit bhi kma skty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko face karny ki himmat honi chahye

                      Assalam o Alikum.
                      G dearxap ny teak kaha h, dear hm jb koi b kaam ya bussiness krty hein to hmein us ma profit b hota h r loss b, dear loss hony per hm demotivation ka sakaar ho jaty jein, r us bussiness ko corny ka soch laty hein, dear hmein asa nai krna ciye bulky us problem ya loss ko face krna ciye hmein self confidence hoan ciye k hm apni mehnet sa us loss ko ktm krein gy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X