hedging kia hoti hai aur yeh kesay karty hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging kia hoti hai aur yeh kesay karty hen?
    yeh hedging kia hoti hai aur yeh kesay ki jati hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hedging ko ap ulti trade bhi keh sakty hain maslan ap ny sell pe trade lgai apko laga k trade loss me ja rahi hai to ap wohi trade buy me laga do gay ab trading me 2 he cheezen hain ya loss ya profit to pehly wali trade agr loss me hogi to 2nd profit me jaye gi esy kehty hain hedging leken ye hr ksi ko nhe ati
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      je ha apna thek kha ha k forex treading ma loss ki important boht zada ha ku k jo log is foreaxper work kerty ha un ko pta ha ka hum jitna work kerty ha un ma humy lss hova ha ya profit .
      • #4 Collapse

        forex trading mein hedging ye hoti hai ke is mien ap ek hi time pe buy aur ek hi time pe sell karden market ko aur is mien ap phir dono sides se faiad uthayen.
        • #5 Collapse

          hedging us trade ko khety han jab ap trade lagaty ho to wo trade ap k opposite side pe direction pe jati hai to us ko hum hedging khety han is lye forex me is se bachne k lye apko learning ki zarorat hoti hai
          • #6 Collapse

            gee bhia forex trading mein hedging kehte hien aik time mein kese bhe pair ko sell aur buy kr dena yh us wqt hota he jb trader ko market ke trend ka pta nhe chl rha hota he to woh apne trading mein is trah hedging kr leta he aur trend ko smjh kr phr hedging khtm kr deta he
            • #7 Collapse

              dear hedging trading ki aik term hy jes ko hum apny insta k account main ker sagty hain mean app nay 1 lot ki buy trade open ki hy to pher same lot ki app sell trade open ker dain to us ko hedging khety hain
              • #8 Collapse

                1 Hi time mai Sell or Buy k orders ko open krnay ko hedging khtay hai or mostly times esa tb hi kiya jata jb market k baray mai confirm na ho ya phir high movement ka time ho.Hedging ko loss recover krnay k liye b use kiya jata hai jis say trade apnay loss ko b recover kr patay hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Jab hum ney aik lot lagaye ho aur loss ho raha ho to usi volum ki aik aur lot opposite order ki laga di jati hy, is ko hedging kehtay hain. Is tarah aap ka loss stop ho jata hy aur aap apna order change kr saktey hain. Sometimes yeh techniques kafi faida deti hy lekan sometimes loss bhi ho jata hy. Jab tak aap ka experience na ho jaye, is technique ko use nahi krna chaheye.
                  • #10 Collapse

                    ak he waqatmaiap sell aur buy k order open krtay hai. Likan ya bohat zada risky hai. Es nai jo bhe jam kray wo complete anslysis ky sath kam kray. Phr he profit hasil kr sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      forex trading mai market mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hedging per depend nahi kerahe kuin ke hedging kerna har kisi ke bas ke baat nahi hai.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai low risk ke saat kaam kerahe.
                      • #12 Collapse

                        bhai hedging ka dosra matlb hai apny account ko save karna es ka matlab yeh hai k agar ap ny kisi pair ko buy kiyeh howa hai or ap ko pata hai k wo nechy hi jey ga tu ap ko chahiyeh udar say sell b kar dain same size tu phir koss nhi hu ga
                        • #13 Collapse

                          hedging karna kafi risky ho sakta hay agr hum phly trade kay bary main learning kar kay achy say kam karna ho ga jis say loss km ho ga humain demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga jis say trade karna kafi helpfull ho sakta hay low risk main trade ko use karna humary liye achi earning hasil ho sakta hay magr sclping karna kafi zirir hya
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Hedging usko kehty hain jo traders market ka trend lagany k liye lgatay hain is main traders buy or sell dono pai trade lgatay hain ta k unko market ka andaza ho jai k market kis side pai jai g ab isko hedging kehty hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X