mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

    Hamari mistake se Ham Logon ki Jyada learning isliye Hoti Hai Kyunki Jab Ham Logon ki mistake Jyada Ho Jaati Hain Ham log mistake se sikhana shuru kar dete hain aur jab ham log mistake se sikhana shuru kar denge tab ham log hi Kamyab Ho Jaenge isliye apni mistake se Hamesha sikhate Rahana chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

      Jab hum achii learning hadil kar laityy hyin kabhi b hamn pak forex trading business men loss nahio hita hy pak forex trading business men jab achii Learning hony sy kabhi b Mistake ho hi nahii saktaa iss liye Mistake ka behtreen hal achi learning sy hi hotii hy achi earning dy hi achii Learning aati hy
      Jab achii earning achii learning k sath hotii hy tu yad Rakhen kabhi B ap sy Mistake nahii ho gii
      Pak forex trading business men work karty hwe agr hum chahty hen hamen acha bonus hasil ho tu yad Rakhi acha learning a hasil kar len tu Mistake nhi ho gi acha Profite asani sy hasil ho ga
      • #18 Collapse

        Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

        G haan billkul forex ma ham mistakes sa hi seekhta Han jb ham sa koi mistake hoti ha tu ham next time PR wo galti sa door rahta Han or USA learn krta Han ka is mistake sa kesy bacha ja saka is Lia ham sb ko forex ma mistake sa larning hoti ha or ham kamyab hota han
        • #19 Collapse

          Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

          g dear bhot acha saawal kia hai apny k forex main mistakes sa hamen achi learning kun hoti hai g to iski main or bari waja hai k jub hum galti karty hain or galti karny k bad humen jub hamri galti k bary main pata chalta hai to phir hum dubara wo galti nahi karty hain or ehtiyat k sath kam karty hain,,,yehi waja ha hum learning kar jaty hain
          • #20 Collapse

            Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

            jee han dear apne sahi kaha humen apni mistakes se bhi seekhna chahiye humse jo mistake hon usko hum ainda na karany k azam karna hoga hum apni mistake se bi kafi kuch seekh sakty hain har new member pehlay pehlay iss mian mistake karty hain koi trade aiasa nai hai jiss ne iss mian loss na lia ho isi tarah se sabhi trader iss main kamyaab hue hain
            • #21 Collapse

              Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

              jee han dear apne sahi kaha humen apni mistakes se bhi seekhna chahiye humse jo mistake hon usko hum ainda na karany k azam karna hoga hum apni mistake se bi kafi kuch seekh sakty hain har new member pehlay pehlay iss mian mistake karty hain koi trade aiasa nai hai jiss ne iss mian loss na lia ho isi tarah se sabhi trader iss main kamyaab hue hain ap bhi agr new hain to ap se bhi ghaltyaan hon gi unhi ghaltyonse seekhtay sekkhtay aik din ap bhi kamyaab trader bas jaen ge
              • #22 Collapse

                Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

                welcome to pak forex. jee ha hame apni galatiyo se sabaq seekhna chahiye. q n ke ab hum agar apne mistakes se sabaq seekhay gay to dobara wo galate nahe hone chahiye.aor koshish kare ache posts kare ache threds open kare ta kh hum apna work sahe kare.
                • #23 Collapse

                  Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

                  Har Insan mistake karta hai lekin Vahi Kamyab Hota Hai Japani mistake Se Achha lesson plan Karta mistakes Hamari learning Is Tarah hoti hai kya cheez Humko mistake Karte Hai To usko verify karne ke liye identify Karke Mujhko improve karne ki koshish Karte Hain
                  • #24 Collapse

                    Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

                    Mistakes sey hamesha achi learning mil sakti ha learning krni chaya ka dobara ya mistake na ho or trade open krna s pahla kia karian ya pahla wali mistake s dor rah sakaian tu is lia hum acchi learn kar sakta hain...
                    • #25 Collapse

                      Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

                      Mistake se learning isliye hoti hai q k mistake se b hame experience ho jata hai hame sabaq milta hai or hm dubara apni ghalti nhi duhrate
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: mistakes sy acchi learning kun hoti hai?

                        forex manin hamein mistakes se bachna chahiye jis ki wajah se forex main hum kamyab nahi ho sakte hain our forex main agar ap kamyab hona chahte hain to is k liye forex main hamein ziyada se ziyada work kana chahye our zyada se ziyad forex main apna time invest karna chahye jis se forex main hum acha work k kamyab ho sakte hain our acha profit hasil karte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X