mahnet ka pahal ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mahnet ka pahal ?

    her koi janta hai ke mahnat ka phal meetha hota hai yane ke jo mahnat karta hai wo kamyab be zarore hota hai aur jo kamyab hota hai us ke life behteer hojate hai life ko set ya behteer karne keliye he tu hum kam karte hain aur jo mahnat sy karte hain unko acha phal milta hai mahnat ke bena koi phal nahi milta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mahnet ka pahal ?

      Mehnat ka fal Hamesha Milta hai aur bahut Achcha Milta hai isliye Hamen Hamesha mehnat karne ki koshish Karni chahie aur Hamesha yah koshish Karni chahie kya mehnat Karke Apna Kam Karen aur working karo aur kabhi bhi lalach nahin Karen
      • #18 Collapse

        Re: mahnet ka pahal ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
        agar hum forex mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky lkam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha business hain
        Dear agar ap ismien bahut zyada posts karte hain to apko apni posting mehnat ka phal ache bonus ky surat mien dya jaega ,aur hamen har halat mien isi koshish karne mien lage rehna chaye ,kyunki ham ismien earning kliye bhy kam karte hain aur achy learning kliye bhy kam karte hain.
        :1f631::1f631::1f631:
        :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
        • #19 Collapse

          Re: mahnet ka pahal ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
          agar hum forex mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky lkam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha business hain
          Jo log mehnat karte hain unko kamyabi Jarur milati Hain ISI Tarah Jo traders bhi mehnat Karke kam Karenge unko success Jarur milega Aisa Ho hi Nahin Sakta ke yahan per mehnat Karke kam karo aur aapki mehnat Raja ho jaaye
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: mahnet ka pahal ?

            wslam forex tradinf main agr dil laga kr mehant sy kam kea jae r tu hum bahut agy tak ja skte hn kiun mehnat krne wale kabhi peche nahi rahe unko unki mehnat ka sela mil kr hi rahta hai forex trading main khub mehnat krne wale bahut jald kamyab ho jate hn
            • #21 Collapse

              Re: mahnet ka pahal ?

              ji han janab aapki baat bilkul theek hai Forex ek bahut hi accha aur aasan online business hai Ham ismein jitna achcha kam Karenge hamen utna hi achcha bonus milega
              • #22 Collapse

                Re: mahnet ka pahal ?

                salam friends forex main hum jitni bhi mehnat krty hain humin uska phal ese hi milta hai qk forx main ki gai mehnat kisi hal main bhi zaya nai hoti or nai hi apko mehnat apko khsary main dalti hai.balkay apki mehnat ka phal apko zaror mlita hai.
                Jazak ALLAH ツ
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: mahnet ka pahal ?

                  jee dear main apki baat se agree karta hun hmen agr forex main kamyaab hona hai to hmen iss main boaht he ziyada mehnat karna hogi agr ap iss mian mehnat or dil se kaam karen ge to apko ye bohat he ziyada profit de sakta hai iss jaisa koi busness nai iss mian agr mehnat or hardworking se kaam kia jay ye aik bohat he mehnat talab kaam hai or apki iss mian mehnat zaya nai jati apko iss ka phal zaroor milta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X