take profit aur stop loss kinta hona chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar hum scalper hain to aur is liye hamain chahiye keh market main achi strategy ko adopt karen ta keh hum market main positive pips easily laga sakte hain. Stop loss zaroor dena chahiye ta keh account control ho sakey...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mera tho jitna experience oor knowledge ho tho us k muthabiq tho aap kuch khas fasly pr stop loss oo take profit nahi lahgathay ye totally depend kartha he market trend pr lekin jb koi expert trader trad laghatha tho hamesha take profit ko stop loss se zyada raktha he
      • #18 Collapse

        bhai jan ye ap pr depend krta hai or jis pair pr ap trade kr rhay ho us pair pr depend krta hai or apki analysing pr b depend krta hai Q k analysing say trader TP or SL ko rkhtay hai.mai maximum 100 pips pr tp or 200 pips pr stop loss ko use krta hoo.Q k market sirf 1 hi side pr nhi rhti reversing b jati hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Dear is business me take profit or stop loss itna lagana chahye jitna hmen aik acha profit chahye or jitna hm aik loss brdash nah kar sakty hn kyun k take profit or stop loss se hmari har trade safe rehti ha isi liye in dono ka istmal hmen har trade me krna chahye
          • #20 Collapse

            dear brother........pehli baat to yeh hai k jab b trading kry to stop loss aur take profit zrore lagaya kry kyo k forex market is so riski ........aur yeh to ap pr depend hai k kita profit chahiye ap ko ..
            • #21 Collapse

              fx ma cah profit haseel karny k lia hamy in ka use karna ho ga jis sy hamy loss ka chance kam ho jay gy fx ak bohat acha business hai jiss sy ham acha proft haseel kar sakty han
              • #22 Collapse

                is ki detail ziyada nahi pata lekin koi trader keh rha tha agar ap news pe trade karte hen to ap ko apni sell ki jaga se niche 8 tak stop loss lagaen to ap ko loss nahi ho ga.
                • #23 Collapse

                  Take profit and stop loss ko ap apni trading strategy k hisab se set kere gey means agar short term trading ker rahe hain to 10 pips se 50 pips tak set kerna or agar long term trading ker rahe hain to 100 pips se 200 pips tak set kera ja sakta hai in ko means apni merzi hai.
                  • #24 Collapse

                    dear friends mere khayal mein stop loss or take profit hum situation ke hissab se lety hai ke humy is waqt kon se ki zarurt hai tab hi hum wo use karty hai or faida hasil kar sakty hai
                    • #25 Collapse

                      y trader ki trade per depend krta hai kiu koch trader long term trade krtye hai or koch short term so osi nisbat se stop loss lagaye jata hai nomal tu 20pips ka stop loss hai baki trader per depend krta hai.
                      • #26 Collapse

                        acha question kia hay ap nay take profit ap per depend karta hay ap kay target earning per depend karta hy jitna marzi rakh sakty hain lekin stop loss kuinkay capital ko affect karta hay is laye is ko lazmi use karna chaye aur apni total invest ka 50% stop loss kay laye reserve rakhna chaye
                        • #27 Collapse

                          take profit aur stop loss trade ko dekh kar aur equity ko dekh k lagya jata ha short term traders ma kam lagya jata ha long term ma zayda lagya jata ha
                          • #28 Collapse

                            take profit or stop loss apne target ke mutabic hi hona chhaie kiu ke aksar hota yh he ke ham stop loss itna kam rakh lete hen ke market us point ko touch karne ke bad wapis chali jaati he hamare stop loss ka target kam hone ki waja se lakin agar ham dono hi behtar rakhen ge toh fida ho ga
                            • #29 Collapse

                              ja ap apni marzi se set kar sakte hain main forex main strategy ko used kar raha ho aur main strategy ka hisab sa take profat aur stop loos ko used karta ho normal trade main take profat ko 20 pips jab ka stop loos jo 30 sa 40 pips ka darman used karta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                aap khud is chez ka andaza rakha karen k take profit or stop lose kitna hona chahiay, q k jo trade lagata hai us ko in chezon ka dusron se behtar pata hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X