yeh triangles aur wedges kia hoti hen aur in par trade kesay karty hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh triangles aur wedges kia hoti hen aur in par trade kesay karty hen
    mera senior member se question hai yeh triangles aur wedges kia hoti hen aur in par trade kesay hoti hai bohat se trader in par trade karty hen.agr kisi ko pata hai tu plz share your experiennce....?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kmni پيغام ديکھيے
    mera senior member se question hai yeh triangles aur wedges kia hoti hen aur in par trade kesay hoti hai bohat se trader in par trade karty hen.agr kisi ko pata hai tu plz share your experiennce....?
    ager hum charts ko gor sey dekhein tu hamein pata chalta he key char per tra tra ki rectangles ban rahi hoti he or trader un rectangles key break out per entries letye he or opposite side per stop loss rakhty he . yeh buhat he mufeed and profitable way he.
    • #3 Collapse

      JNaab rectangles wgyra charts k andar show hu rahi hoti hy jo market m commodities ki up and down strategies ko zaahir ker rahi hoti hy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ausaf Ahmed Mir
        es kay bary may tu mujay pata nahi hay may tu just aap say yah kahoon ga kay aap or sub dost jin ko forex ka abi kam knowledge hay un ko chahiyah kaywo simple hi trading karian.
        i agree with you triangles are very important in forex trading business.these triangles are work as trend lines . every one know trend line are very important in forex trading business.if we can find the triangles then we can make big pip every month.
        • #5 Collapse

          ye market ko jab aap analyse kartay ho to market k candlestick ki shap hoti hai is say aap market ko analyse kartay ho or is main theek say profit gain kartay ho or earning kartay ho
          • #6 Collapse

            ye chart ma zahir ho rahi hoti han aur in ki hi movement sa traders trade ko samajh sakta han ka kab trade lagani ha aur kab nahiis kka sath hi market ka breakout ka bhi pata chalta ha un ko. is ki bhi knowledge hasil karna ki zaroorat hoti ha taka support aur resistance ko bhi samajh sakan aur loss na ho saka.
            • #7 Collapse

              brother maine aaj tak inn par trading nahi ki hai. forex trading main bohat saray tools use hotay hain. ho sakta hai kay yeh inn tools main say kisi tool ko kehtay hon.
              • #8 Collapse

                apa nay tu kafi achi thread post ki hay may tu yah kahta hon kay aap or bi wazhat kairn or doston say bi kahta hon kay wo bi share kairn es baray may.
                • #9 Collapse

                  jab bhe koi pair kisi bhe time frame main wedge bnata hai to us k break out our pher retest pay he trade leni chahy pher he us main hum ache move pakar sagtay hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    mujy is kay bary main maloom nai hay agr humain trade main kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main achi earning haisl ho sakti hay demo ko use karna ho ga jis say achi earning hasil ho sakti hay magr is main study kay bgyr hum kuch nai kar sakty hain humain low risk main trade karna start karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X