Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai
    Dear friends assalamualaikum forex aik aisa buisniss hai jis Mai acha profit hasil karnai keleye hamai kuch chezo ko control kana parta hai jaisa k lalach au jald bazi hamai chaye ke iss Mai jab b trade karai jald bazi kabi b na karai agar ham jald bazi karaingay to yaqenan hamai loss hoga iss leye achai trading keleye ISS Mai patience ke sath kaam karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

    g han ham ko kabhi bhi pakistan forex forum main trade open karne main jalde nahi karni chahiye our ham ko chahiye k ham saber sey kam lana ta k ham ko is se koie bhi mistake na ho our ham ko ek achi trade mily our ham trade laga kar acha profit hasil karin.
    • #3 Collapse

      Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

      G han dear ap ki baat thik hy forex treading karty hoy kabhi bhi jaldbzi nahin karni q k jaldbazi sy kia gia kaam kabhi bhi kamyaab nahin hota isi lia hamin forex min treading karny sy phely acha experince demo account sy achi prictice karny sy hasil hota hy jis sy hum achi treading kar sakty hain aur acha profit bhi .q l treading kabhi bhi jaldbzi min nahin lagai jati hmesahn soch samjh ka lagi jati hy jis sy hum kamyaab bhi ho sakty hain...
      • #4 Collapse

        Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

        G belkul app sahe keh rahai hain hamai chaye ke iss mai hamesha patience ke sath kaam karai agar ham har waqt iss mai jald bazi karaingay to hamai loss hoga achai trading keleye zarori hai ke ham iss ko seekai aur sahe say iss ko trade karai.
        • #5 Collapse

          Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

          ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai hamen Forex Mein trade lagate hue kabhi bhi jaldi nahin karni chahie balke sabar se kam Lena chahie jis se hamen achcha profit Hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

            ji haan bhai Jaan aapane bilkul theek hi kaha hai hamen lagan mein bilkul bhi jald baat Nahin Karni chahie kyunki Jo jaldbaji karte hain vah apna nuksan karte hain isase behtar hai ki awaz mein jaldbaji aur lala Kabhi bhi Na Karen Saheb ke sath kam karna chahie aur ismein sab vahi ham Ko kamyab Karta Hai achcha profit dilata hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

              Dear friend hamain forex trading main kabhi bhi jaldi nahi krny chahay bal k hamain soch samagh kr trading krny chahay aur senior k mashwaray k sath.hamain trading krny chahay aur hamain trade laganay main lalach nahi krny chahay is main go lalach nahi krty in ko acha profit hota hy hamain forex main ziada sy ziada mahnat krny chahay
              • #8 Collapse

                Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

                g bilkul trade lgany mi kbi b jaldbazi na krye kbi b lalch na krye kyunky jaldbzi or lalch mi insan ko sirf loss hota hi jo wo brdasht ni kr skta.so trade krny sy pehly khud ko freh mind rkhye or market analyis apny experience ko samny rkhty hoy aram skon sy trade ko aik best way mi krye ta ky kmyabi hasil hu
                • #9 Collapse

                  Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

                  Dear friend trading man jaldi bazi nhi kr ni chahey agr trading mn jaldi karin gy to ap ky acount ko loss bhi ho sakta hai jald bazi kar ny sy nkam ho ti hai trading man is liy soch samjhe ky trading karin or suber karin or analiyses kar ky trading kar ni chahey ta ky ap ky acount ko loss na ho or market ki movemant ko samjhe ky trading kar ni chahey or km lot size trade opne kar ni chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

                    Dear ye sab say zeyada zrori hay k trade laganay say pehlay proper planning ker li jaey ye plan krna hota hay k kis cheez pay or kis waqt tradr lgani hay or jab tak koi positive signal na mil jaey tab tak trade lganay ka risk nahin lena chahiye sell ya buy kernay main jaldi kerna kafi risky hota hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

                      dear apki bat bilkul thek ha trade humesha jaldi bazi mein nahi karni chiaye khd pe control rakh kar trading karni chiaye jald bazi wi karty hai jinke pass knowledge kam hota hai or tezi mein kar trade laga kar khd ka nuqsan kar lety hai is liye apne apko forez trading mein prefect kare or acha experience ke sth sabar or tehumal ke sth trade kare is se apko loss hone ki bajaye trading se achi earning ho gai.
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade laganai Mai kabi b jaldi na karai

                        Forex k kam men jalde ka matlab hay nuqsaan jaidee ka kam shaetaan ka kam hay,forex men ap slow and steady win the race wli baat kren ,pahle ap knowledge gain kren achee taraha market k movement dekhen pher ap decide kren k trade karene hay k nae so keep earning in forex,

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X