Market ko zaror analyse keya karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko zaror analyse keya karai
    Dear friends assalamualaikum forex aik behtareen buisniss hai iss Mai ham acha profit tab he Kama saktay Hain agar ham ISS ko sahe tariqay say analyse karaingay aur ISS Mai hamesha ache entry laingay agar ham ISS ko sahe say analyse nahe karaingay t ham loss karaingay Mai samajta hon ke trade laganai say pehlai hamai market ko achai day analyse karai aur issko trade karai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko zaror analyse keya karai

    g han ager ham ko ek kamyab trader banna hey to ham ko chahiye ke ham market ko analysis karin kio k ham ko is k bager kabhi bhi kamyabi hasil nahi hote ham ko acha profit hasil karna hey to ham ko market ko analysis bhi karna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko zaror analyse keya karai

      Asslam o aalikum
      G han dear ap ki baat thik hy min ap ki is baat sy agree hon ka pakistan forex min treading karty hoy sab sy phely markeet ko aynalize karna zarioei hy aynalize karny karny ka lia acha experince ka hona zaroori hy jis ay achy treeky sy chart ko read kar saky aur aur achi treading mar saly Ur acha profit bhi earn kar pain.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko zaror analyse keya karai

        Achi aur kamyab trade woh hi open kar saktay hen jo pahlay achi tarah market ka anaylsis karen aur trend ko follow karen aur small lot size ko use karen market ka anaylsis karnay k liay chart ko check karen aur news ko bhi read karen aur phir market ki position ko dekh kar trade lagaen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Market ko zaror analyse keya karai

          G belkul iss markwt ko trade karnai say pehlai zarori hai ke ham iss ko sahe tariqay say analyse karai agar ham issko analyse nahe karaingay to hamai jamesha loss hoga achai trading keleye zarori hai ke ham issko seekai aur seek kar trade karai.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko zaror analyse keya karai

            ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai hamen market ko jarur Analysis Karni chahie kyunki Agar ham ismein market ko acchi analysis ke sath trade open karenge To ham Kabhi bhi Na Kam Nahin honge Har ham ismein kamyab honge aur bahut hi accha profit hasil kar sakte hain isliye hamen soch samajh Kar trade open karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Market ko zaror analyse keya karai

              Ji han dear ye bt tu hai kay hamesha kosesh kiya karain kay jub bhi trade lagna hai tu narket kay anylisis ko chek kar kay he lagain ta kay bad mai ap kaliye kisi bhi qism ka masla na ban jaye kiyu kay baz dafa kafi masla a jata hai tu tenshion hotye hai
              • #8 Collapse

                Re: Market ko zaror analyse keya karai

                Yes my dear friend I am agreed with with your opinion that when you are going to trade and going to place your order then first you have to analyse the market because if you trade without the analysing the market then maybe give you profit or not but when you make trade with analysis then you all that it would be in profit and analysis mean that we are decide that we should have to place order or not and we always work carefully and try to get experience and skills while we are trading at real or demo.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko zaror analyse keya karai

                  G han apnay routine work k sath sath members ko ye bhi kerna ho ga k wo sath sath merkete ko bhi anylise kertay raha krain is say ye faeda ho ga k trading kernay k liye kisi bhi member ko alehda say mehnat nahin kerni parray gi or trading kernay k liye decision lena easy ho jaey ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko zaror analyse keya karai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaheer786 پيغام ديکھيے
                    G han apnay routine work k sath sath members ko ye bhi kerna ho ga k wo sath sath merkete ko bhi anylise kertay raha krain is say ye faeda ho ga k trading kernay k liye kisi bhi member ko alehda say mehnat nahin kerni parray gi or trading kernay k liye decision lena easy ho jaey ga
                    Dear Forex main Analysis jab tak ap time se pehlay nahi karain gay tu ap ko kabi be market ka trend nahi pata chlay ga or us kay bina jab trade karain gay tu ap emotional trading ka shikar rahy gay ap acha decsion nahi lay sakain gy even kay ap ko na he stop loss or na he take profit ka pata hoga.esleye apni teyari karny kay bad he ap market main trade kawrian gy . yad rahkain jab ap yeh souchain aj trade nahi ki tu woh acha hai lekin bay fazol trade laga kay account ko khatray main na dalain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko zaror analyse keya karai

                      Dear forex members,agr ap traiding kr rahe haein to apko market ka analysis bahut zrori h.es sy apko pta chalta h k market mn traiding kesy krni h .apko traiding kb krni h.apko kiss Time krni h takah ap achy tràider bn kr profit gain kr sakein.es ly market ka analysis zrori h.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko zaror analyse keya karai

                        Assalamu Alaikum Forex mein agar aap new member hai to aapko chahie ki Jab aap trading karen to aap reading se pahle Apne plan ko analysis Jarur Karen Forex main aapko do Tarah Ke analyse new sakte hain 1 fundamental analysis aur dusra technical analysis hai agar aap donon per Amal Karenge to aapko Kafi Achcha profit Hasil ho sakta hai agar aap analyse ko ignore Karke reading Karenge to aapke loss hone ke chance jyada hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko zaror analyse keya karai

                          Han g bhai apne sahi kaha hai hamen trading k time bhot aqal sy kam lena hoga q k trading k time bhot nazuk time hota hai market up down hoti rehti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X