Signals pe trade na karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals pe trade na karai
    Dear friends assalamualaikum forexaik behtareen buisniss hai iss Mai ham buhut acha profit Kama saktay Hain agar ham ISS ko sahe say seek Lai aur seek Kar trade karai yaha har dosra shakhs app ko signals dainay ke koshish karaiga kuch log paid signals daitay Hain kuch log free signals lekin Mai samajta hon ke in signals say acha hai ke ham ISS buisniss ko khud seekai aur ISS ko trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals pe trade na karai

    G dear per aisye bat nhi hai kabhi kabhi signals fit hotye haun jub kay es pay he banda kamyabi hasil kar laita hai jub kay kuch hain jo kay fake hotye hain tu ap ka kam hai jay ap real signals pay he trading karain kiyu jay kamyabi ap kaliye esi mai hai
    • #3 Collapse

      Re: Signals pe trade na karai

      Ji han bhajan aapane bilkul theek hi kaha hai hamen bilkul bhi signal per trade open nahin karna chahie kyunki signal hamen galat bhi milte Hain isliye hamen signal per bilkul bhi kabhi bhi etbar nahin karna chahie signal hamen bahut nuksan de sakte hain To hamen chahie ki ham Apne analysis se ismein trade open Karen aur bahut achcha profit hasil kar sakte hain Apne experience knowledge se
      • #4 Collapse

        Re: Signals pe trade na karai

        G belkul achai trading karnai aur market say acha profit hasil karnai keleye zarori hai ke ham iss ko sahe say seekai aur independent hokay trade karai jo log signals pe trade kartay hain wo hamesha iss mai loss kartay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Signals pe trade na karai

          Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k trader ko signal par trade nahi krna chahey. Aur na he hum signal par trust kr sakty hai. Forex mi trade krna hai tou hum o apni strategy bana hai tou hum es business mai success hasil kr sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Signals pe trade na karai

            Ji han ye bat tu hai ager ao signals pay trading kartye haun tu us mai kafi sarye trade mai signals atye hain wo fake bhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap signals fake na kiya karain kiyu kay masla ban jata hai na
            • #7 Collapse

              Re: Signals pe trade na karai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              Dear friends assalamualaikum forexaik behtareen buisniss hai iss Mai ham buhut acha profit Kama saktay Hain agar ham ISS ko sahe say seek Lai aur seek Kar trade karai yaha har dosra shakhs app ko signals dainay ke koshish karaiga kuch log paid signals daitay Hain kuch log free signals lekin Mai samajta hon ke in signals say acha hai ke ham ISS buisniss ko khud seekai aur ISS ko trade karai.
              Aapki baat bilkul theek hai is Waqt market mein bahut sari websites aapko mil Jaenge jo aap ko Forex trading business ke signals provide karne ke liye Kahenge lekin aap impetus na Karen Kyunki aajkal bahut jyada fake signals mil rahe hain aur ine signal se koi bhi fayda nahin hota agar aap signal ko chhodkar manual trade Karenge to Jyada acche result Hasil kar Sakenge
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Signals pe trade na karai

                g nhe bhai jan signal par trade q na karen signal par tu trade bhot he achi or profitebal hoti hy jin ko market k bary min achy sy expirence hota hy wo tu asani sy trade kar lity han likin jo new member hoty han un ko trading k bary main acha expirence ni hota is liye wo senior member ki help lity han un sy pher signal k zareye trade kar k profit gain karty han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Signals pe trade na karai

                  G bilkul magar agar signals ache mile aur humare seniors jab humein signals provide kare toh us per trading kar sakty hain magar agar koi or person koi unknown person signals provide karta hai toh us per trade nae lagani chaiye kyun k is se buhat zayad loss ho sakta hai trader ka aur forex mein humesha apne account ko dekh kar hi capital ka use karna chaiye aur koshish karein k ap khud hi trading mein expert hojaye is k liye apko is mein zayda se zayda learning ki zaroorat hai jo is mein learning karta hai woh is mein zaroor kamyab hota hai or signals per trade lagane se pehle bas yeh sochna chaiye k agar loss hogay toh buhat zayda loss ho skta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X