Forex trading aur news??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur news??
    Forex trading karny k liye kya hum ko news check Karni chahye kya news mein sae report Di jati hai kya news dikh k hum ko kya zayda faida ho Sakta hai..!????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading aur news??

    han bhai yh bht hi achi bat hy news to bhai her 5 mint ky bad ati hn ager ap ny kisi bhi pair main trade kerni hy to ap pehly news perh lain jis pair ky bary main ager us ny down hona hy to ap sell ker dain or ager market ny up jana hy to ap us ko buy ker dain bhai is main ht ziyada hi faida hy hum 100% trading news sy hi ker sakty hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading aur news??

      ji news sey hamin kafi information milti hein news py bhi depend kiya ja sakta hy isi liy hamin kisi bhi trade sey phly markeet news ko lazmi check kerna chahiy mery khiyal sey best trading signal per hi ki jati hy hamin bhi ziada der signal key mutabik trading kerni chahiy trading jitni strong hogi hamin wo strong signal per hi acha profit dey sakti hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading aur news??

        g han my dear friend and brother ham ko pakistan forex forum main trading us time kabhi bhi nahi karni chahiye jab news ka time ho ham ko is k bad hi trading karni chahiye ta k ham ko is se kabhi bhi koie loss na ho our ham is main kamyab hon.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading aur news??

          news forex trading mai bohot ahmiyat rakhti hai is lia forex mai news ko lazmi read karian or hamesha trade news ahna ka bad kiun ka news s forex ki market pr kafi asar parta hai or market kafi tazz move karti hai is lia news ka ahna ka bad ap lazmi forex ki trade open karian ta ka ap sahi or profit wali trade open kar sakain jis s ap ko fida ho
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading aur news??

            Forex main news ko read karna bahot zarori hai kyun kay news ager achi jon or ap un ko read kiye baghir he trde laga dayn to apko nuqsan he hona hai ya nahi so main apko yehi khaon ga kay forex main achi news achi trading per he ki milti hai so apko news lazmi read karyn iska apko.bahot faida ho skta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading aur news??

              G han dear forex trading mai news ki kafi ahmiyat hai aur humain hamesha news pay he trading kar lainye chye kiyu kay ap news ko daikh kay trade lagtye hain tu us mai ap ka kafi faida hota hai jib kay ager ap news say hat kay trade lagtye hain tu us mai ap ka faida kam hota hai tu ye bat yad rakhain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading aur news??

                ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Forex aur trading mein bahut fark hota Hai jab trading karte hain to use waqt jab news Hoti Hai To hamen bahut nuksan de Jata Hai lekin Kabhi kabar aisa bhi hota Hai news hamen bahut achcha profit bhi de Jata Hai jaruri Nahin Hai Ki Har waqt news hamen nuksan de Kabhi kabar hamen bahut achcha profit bhi de Jata Hai kamyabi aasani se bhi mil jati hai aur mushkil bhi hoti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading aur news??

                  My dear friend Jab Ham Forex trading per kam karte hain to use Waqt Hamen events per bhi Najar rakhni chahie Kyunki Jab Bhi Koi Koi news release hoti hai hi ya koi election ya koi deal Tu shak market Kyon moment bahut Yad aati hai so Jaati Hai aur us Surat me market Kisi bhi direction Mein Ja sakti hai. so Agar ham news ko read kar lenge To Hamen yah idea ho jaega ka market kis direction Mein Jayegi Kyunki kitna time ho gaya Hamen Forex per kam karte hue to Itna To Hamen samajh Jana chahie ki agar USA Dollar weak hota hai to kaun si currency and market kis direction Mein Munh Karegi aur Agar US dollar strong hota hai to market direction Kya Hogi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X