Forex trading me nakami ki wajoohaat...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me nakami ki wajoohaat...
    Mohtaram dosto. Forex trading ko jo bhi join karta ha wo es jazbay k saath aata ha k forex trading se earning karay aur ek acha profit hasil karay. Lekin wo es se faida uthanay me.nakam rehta ha. Es ki waja ye ha k wo baghair learning aur experience k kaam start kar deta ha. Wo analysis k baghair apni mind se trading start karta ha aur yoo loss kar jata ha. Knowledge ka na hona, lack of experience aur over confidence forex me nakami ki wajoohaat hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

    dear pakistan forex forum main jo loge trading main nakam ho jatey hain in ki nakami ki sab se bare waja hey k trader jab bhi koie trade lagatey hain to tukey sey lagatey hain nahi market ko analysis kartey hain our na hi learning hasil kartey hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

      Asslam.o aalikum
      G han dear ap ki baat thik hy min ap ki is baat ko samjhta hon ka pakiatan forex ik acha aur kamyaab buainess hy treading min nakami ki koich wajoohaat hoti hain ..
      1=treading karty hoy experince ka na hony ki waja sy hum achi treading nahin kar sakty hain jis sy hum nakkam ho jaty han
      2=forex treading karty hoy jaldbazi ka sath kaam karin gy apny achy signal ka wai nahi karna his sy hum forex min nakaam ho jaty hain hamin chaye ka hum forex soch samjh ka kaam karin.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

        g han bilkul dear and respected member apnuy bilkul sahee bat ki hy keh nakami ki wjaa sey hamarey housy put ho jaty hein is liy hamin chahiy keh ham iss mein strongly work kren aor ham iss mein learninig start krein sath hi hamin chahiy kehh ham iss mein learninig key bad hi trading krein takeh ham loss sey bach sakin.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

          Forex trading main Kam krty howy ap ko cahahy k mehnat krain r ek kamyab trading kr k ek accha experience hasil krny ki koshish krain ap ki mehnat r lagan ap ko kamyab trader bananti Hy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

            wslam G bilkol ap sai kahe rahe hn forex trading main aksar trader jo new hote hn wo baghar knowledge r baghair analysis keye market main trade open kr dete hn jis ki waja sy bar bar wo loss krte rahte hn-forex trading main sab sy pahle forex k knowledge hona zarori hai us k bad apni trf sy koi bhi trade open nahi krna chae hunsha market ko analysis kr k phrade open krn kabhi loss ya nakmi nahi ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

              My dear friend Forex trading Main Na Kami ki Bahut Si wajoohat hai. in May sabse top priority per lack of discipline lack of knowledge experience lack of skills and unsuccessful strategies hai Kyunki Jab koi bhi trader Forex trading per hard work Nahin Karega discipline rules and regulation follow Nahin Karega knowledge or experience Uske pass Nahin hoga to yah Kaise Mumkin Hai Ki vah use Business mein kamyabi Hasil kar le kamyabi ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai uske liye motivation aur dedication hone chahie matlab ke uska man focus jo hai learning per Hona chahie initial stage Mein Jab Tak ke vah usse Puri Tarah waqfiat Nahin Hasil kar leta .
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                Dear friend forex man nakmi ki waja yah hi ty hai kh trading ka eaxpirense or knwoallge nhi ho ta hai to trading karin ty hai to loss ho jata hai dosari waja yah hai trade kar ty waqt jald bazi kar na is sy bhi nakmi ho ti hai trading mn jald bazi nhi kar ni chahey or soch samjhe ky trade ko opne kar na chaheor analiyses kar ky trading kar ni chahey forex man kamiyab ho na hai to eaxpirenze or knwoallge hasl kar na chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                  dear friend forex trading mn nakami ki bahot c wajoohat ho skti hn meray khial mn ziada profit ka lalach aur trading krnay mn jald bazi krna aur sub sa barri waja forex k baray mn knowledge aur experience ki kmi ho skti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                    G han dear waisye tu es mai kafi zayda wajohat hai kiyu kay sub say bari waja es mai ye he hai kay ap es mai mistake kartye hain kiyu kay ap ki ghalti he hotye hai jis ki waja say ap es mai naqam hotye hain hemesha aur dusra es mai ap ka lalch ap ko mar daita hai tu ap es mai lalach kam say kam kiya karain zayda lalch tu bura hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                      Forex trading main 90% logon ko nakami hoti hai or kaam he log hain jo kamiyb ho paty hin or is main ghalti humeri apni he hoti hai apko chahye kay forex main acha kaam kia karyn gye to apko faida hasil hota hai ager ghalti karyn gye to nakaami kay siwa kuch hasil nahi hota hai apko chahye kay forex main lalach ko minde main na rakhyn or kabhi bhi aysa maat soch kay apko profit he profit hasil ho ays kabhi nahi jo sakta bai loss hona hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                        ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai Forex Mein nakam ham isliye hote Hain ham ismein lalach kar jaate Hain aur ismein jaldbaji bhi Karte Hain Agar ham ismein jaldbaji aur ismein lalach Nahin karenge To ham ismein kabhi bhi nuksan nahin karenge To hamen Har Bar ismein aakar Apne acchi analysis ke sath aur soch samajhkar trade open karna chahie FIR dekhna ki hum Kaise Forex Mein kamyab ho jate Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                          Forex trading mai nakaminke buuut saray wajuhat hai jis mai sab say bari waja iss ko seekai bagair trade karna hai aur lalach karna hai ham iss mai lalach kartay hain issko sahe say seekatai nahe hai jiskai waja say ham bar bar loss kartay hain
                          .
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                            Dear friends, forex pr har koi es ly ata h takah acha bonus ly kr traiding k zraey earning kr saky.lakin most of them failed because they don't have enough knowledge about forex trading lakin wo apni traiding shoroo kr dety hn.jis ki waja sy wo Lost mn chaly jaty haein.is ly agr ap traiding kr rhe haein to ap pehly traiding k mutaliq agahi ly leni chahy.takah ap loss sy bach sakein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me nakami ki wajoohaat...

                              Forex trading ma nakami ki sb da Bari wajah laluch ha kuch log forex trading ma laluch ki wajah sa loss krwa lata Han or dosri Chez forex ma mehnat sa Kam kran AP trading krta Han tu AP ka pas experience hona chahia knowledge hona chahia or plaining ka sath Kam kran pr hi kamyab hota Han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X