Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren
    slam .friendz forex trading ak bahut hi bra r miyari business hai ,aksar log forex main bar bar loss uthate hn r apne account wash krwate hn akhr kar wo forex chor dete hn forex trading chorni nahi chae balk k ye dekhna chae k bar bar wo nakam kis wja sy ho raha hn apne loss ki wja talsh krni chae .humri khud ki ghatiyan hoti hn jo hume husha loss main hi rakhti hn lehza hume apni ghaltiyun sy sabk sekh kr agy barna chae r hemat ni harni chae kamyabi mil kr hi rahti haiii
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

    Forex p trading tb start krain jb apko knowledge ho apko bussiness r trading ki smjh ho thora bht experience ho r apko signals ko bhi dekhna hota k marketings kesi ja ri hn agr loss ho ra h to invest na krain kbhi bhi risk na lain munasib time p sb krakn r kamyab hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

      Yes dear ye ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai kaam sekhna chaye aus k baad ais market mai kaam karna chaye agar hum ne ais market mai aik dafa loss kar lia hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to aus se hum ko market mai experince ho jata hai aor hum mazeed loss ni karty agar hum ais market mai loss karty hai to aus ki waja se hum ais market mai ye sekh jaty hai k hum ne ais mai kon si ghalti ki hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

        dear g han ap nay sahee bat kahee hay agar ham ko forex main kamyabi nahi hasil ho rahee hay to is main ham o chye k ham pershan nah hona chye is main ham ko mehnat k sat kam ko kertay rahna chye agar ham aisa kertay hein to ham kabhi bhi forex main fail nahi ho saktay hein is main ham ko timee ko manage ker k kam ko kertay rahna chye .
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

          Asslam o aalimum.g han dear ap ki baat thik hy min ap ki is baat sy agree hon ka pakiatan forex ik acha aur online business hy hamin is online treeky sy kaam karty hoy loos bhi hota hy aur profit bhi hota hy isi lia hamin los hony ki soorat min forex ko nahin choran chaye balke is mjn ziyda sy ziyda mhenat karni chaye take hum ziyada experince hasil kar acha profit hasil kar sakin ..
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

            G ham dear trading main kam krty howy ap ko chahay k mehnat krain r ek accha exprience Hasil krny ki koshish krain AP ki mehnat r lagan AP ko Kamyab trader banati Hy AP ko loss ho Jay ya nakam ho Jain to trading ko na chorain.
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

              Forex main kmayab hOny k liy Hamain nakami ki BHI face krna prta ha agr HM Forex main nakam hi BHI Gy hn tOu hmain iskO Dil pa nai Lena chahye bal k iskO Achi trah face krna cahhye aur chOrna nai chahye kbhi na kbhi time k sath ap zrOr kamyAb hongy
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                G bilkul humein forex trading ko naakam hony ki waja se nae chorna chaiye kun k is mein kamyab bhi wo hi member hoty hain jo is mein buhat zada mehnat karte hain humein bhi is mein kamyabi chaiye toh zada se zada mehnat karni chaiye bina mehnat k forex mein kisi ko bhi kamyabi nae milti aur kamyabi k liye mehnat zaroori karni parti hai aur jo is mein mehnat nae karte wo is mein naakam hojaty hain aur forex ko chor dete hain magar kuch aise bhi log hain jo is mein buhat zada mehnat karte hain aur kamyab hojaty hain humein bhi agar is mein kamyab hona hai toh forex mein zada se zada mehnat karni chaiye tab hi hum is mein kamyab ho sakty hain..
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                  G Han dear ap ki bat sahi Hy forex me pehly AP ko nakami milti Hy phr AP ko es me kamyabi milti Hy es leya kabhi bhi nakami Kay bad forex sy mayoos mat hi AP ko es me kamyabi tabhi Mily gi jab AP es me apna Kam nihayat lagan aur jazby kay Sath jari rakhen gay
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                    Nakam ap apnii galtt faslay kii wajhay say hotay hay ap analysis nai kartay and apnii laacha may ap forex trading may nakam ho jatay hay forex may agar ap koo loss ho gaya hay too ap koo mayos nai hona chahiya balkay ap kooo aur mahanat kar kay apna loss bhi recover karna chahiya balkay aur koo bhii forex may layna kii mahanat karnii chahiya forex too ak plat foam hay tarding ka is say hum pasay kama saktay hay par apnii laacha kii wajha say nai kama pata agar ap ak planning kar kay work karhay gay too ap zaroo kamiyabbb hoo gay aur mahanat sy kam karhay and nakamii ko chor kar kamiyabiii hasal karnay jado jahad karhay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                      Dear friend ap sahi kh rahy hai forex trading ko nkam ho ny ki wajh sy na choray trading man loss ho aa ta rahta hai or profit bhi to ho ta hai is liy hamesha mahnat sy kam karin or kamiyabi hasl karin forex mn jatni mahnat karo gy untni kamiyabi ho gi daliy ka kam kar na chahey or demo acount pr ziyda sy ziyda pacrtiec kar ni chahey ta ky ap ko trading ka eaxpirense ho saky or ap achi trading kar saky
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                        dear loss bhi knowledge ki kami hota hai tabi zaida tar account wash hoty hai or forex ko chorne par majbor ho jaty hai nakami hone bethtar hai apni nakami ko talash kare or dekhy kis wajha se apko loss ho raha hai wo point ko dekhy agar in sub galtiyo ko thek kar liya jaye to mere khyal acha sabak mil skata ha hum himmat karke achy trade ban kar kamyabi hasil karty hai.
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                          g han bilkul bhai jan ap ki bat bilkul thek hy akser member forex main ak bar nakam hony par forex forum ko chor jaty han asa ni karna chye balke ye sub tu forex forum main hota rehta hy ye sirf forex main nhe balke jitny bhe business han sub main kamiyabi or nakmi hoti rehti hy is sy humen business ko chorna ni chye balke or zeyada mehnat karni chye tak agli bar achi kamiyabiu mily
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                            G ham dear members trading main Kam krty howy ap ko chahay k mehnat krain r ek accha experience hasil kr k ek accha trade krny ki koshish krain ap ki mehnat r lagan ap ko kamyab trader banati Hy ap ko chahay k loss k far sy trading ko na chorain balke mehnat krain r ek accha trade krny ki koshish karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ko Nakam hone ki waja sy na choren

                              AOA my forex mamber ji bilkul agr ap forex businesses mine nakam hi Katy hy to koi bat nhi ku kha start min to har insan nakam hota rahta hy insan hamisha aoni nakam sy sikhta hy humy phaly sy bihi Ida hardly work karna chahy jis sy humy kamyabi mily gi na kha loss ho ga best of luck

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X