Aziz dosto forex aik behtareen buisniss hai iss mai agar ham sahe tariqay say kaam karaingay to ham iss mai buhut acha profit kama saktay hain hamai chaye ke iss buisniss mai hamesha soch samaj kar trade lagay aur jab be trade lagay lots size apnai account size ko daik kar usskai mutabiq lagaye kabi be bara lots size na lagay iss say hamara account wash ho sakta hai hamai chaye ke iss mai money management ka khas khyal rakai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим