Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai
    Forex mein shamil mere Dosto aksar forex sarfeen ko ye shikayat hoti hai ki unki posts main se kuchh posts delete kar di jaati hai uski sabse badi vajah to yah hai ke voh same threads per bar bar ek hi jaise alfaaz dohraate Hain isliye ek din mein agar Koi milte julte theads agar aap dekhen tu koshish Kiya Karen on per post na Karen aap ki post delete Na honge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

    Gee haan bilkul theek kaha forex main posting delete hona ki main waja ya hi hoti hai jab hum same Thread pr posting kray gay tu humri posting delete hon gi iss Lia hum ko soch samaj Kar posting kray gay tu humri posting delete nahi hon gay
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

      logg nichy dekhty nahi hai na bhaii k kon kon c thread post nchy hain or woo ghalti sey same thread post kar dety hain jise ki waja sey un ki post delte kar dii jati hai jise sey bqi logo ka bhe noqsan hotaa hai jo os thread post post per jawab dety hain kiun k jab os ki thread delte hoti hai to sath main dosry logo ki bhe post delte ho jati hai .
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

        G ap ki bat bilkul theak hy jb hum kisi post py ek sy zayada post krty hy to forex waly is ko remove kr dyty hy or sath hi sath is ka asar ap k bonus py bhi parta hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

          forex mi rules ko follow na kry or kisi invalid thread py post kry tu wo post delte ho jati hin.so forex ky rules ko mlazmi follow krye or thread ko dekh kr post krye kisi b invalid post py thread no kry
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

            Thread new aur informative per reply karen aur apna reply bhi acchi quality mein banae FIR koi post delete Nahin hogi..
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

              Bilkul Sar aisa bhi ho sakta hai ki ek hi Jaise thread per Ham reply karte hain Jiski vajah Se Hamare post delete kar Diye Jaate Hain agar aap Chahte Hain ki aapki post delete Na Ho To aap different thread per reply kar sakte hain jisse aapke post delete Nahin Honge
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                jee han dear ap ne sahi kahah mian apki baat se agree karta hun hmary jo thread or hmari jo posting delete hoti hai uski main waha yahi hai k ap aik he topic ko bar bar diskis karty hain hmen thread or posting hmeash apnay knowldge ki base par thread karna hoty hain jin se logon ko faida ho or woh apko thanks den iss tarah ap k thread or post delete nai hoti
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                  jee han dear ap ne sahi kahah mian apki baat se agree karta hun hmary jo thread or hmari jo posting delete hoti hai uski main waha yahi hai k ap aik he topic ko bar bar diskis karty hain hmen thread or posting hmeash apnay knowldge ki base par thread karna hoty hain jin se logon ko faida ho or woh apko thanks den iss tarah ap k thread or post delete nai hoti or apko achaa reward milay ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                    bilkul sahi kaha forex forum se post dalete hone ki ye bhi ek wajha hoti hai ke ap esi threads ka jawab de rhe hote hain jo pehly se forum par ki ja chuki hoti hai our dosri mean wajha ye hoti hai ke kuch members din ki 4 se zyada threads karte hain our agar 4 se zyada thread ki jain to woh dalete kar di jati hain our jo us par jwab de rhe hote hain un ki post bhi dalete kar di jati hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                      Aek hi same thread par post karnaa bhi galat hai q keh is se hamari post delete hoo jaati hai aor dear hamari post is liey bhi delete hoo jaati hai q ke hamarey spelling galat bhi hoo to post delete hooti hai hame post ko achey tareeqey se post karni chahiey...,
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                        Forex Mein vah post delete Hoti Hai January spelling mistakes hoti hai ya FIR Din mein bahut jyada quantity Hoti Hai Jin post ka koi fayda nahin Hota aur Unse kisi ko koi benefit hota hai vah post bhi bahut jaldi delete Ho Jaati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                          Asalamu Alaikum.
                          Nahi asa nahi hain kiyo k posts delete nahi hotj hain just thread delete hoti hain or phr us thread k sary post or un post par hasil kiye gaye thanks sub kush remove hojata hain is liay thread dehan say select kary post k liay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                            Je bilkul ap thek keh rhy hain ..aksar log kehty hain post dlet ho jati hain sab sy bari vaja..same thread py bar bar post krna hy..hmen aik thread py bar bsr post nae krna chahye..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein post delete hone ki main vajah same threads per posting karna hai

                              G haan billkul forex ma post delete hona ki sb sa Bari wajah ya ha ka ham galut thread pr post kr data ha. Rupeated thread pr post kr data Han jis sa hamari post del ho jati han is Lia sb members ko chahia soch smuj kr kisi bi thread pr post kran ta ka AP ki post del na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X