avoid overconfidence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    avoid overconfidence
    dear traders Forex trading business mein Kamyab hone ke liye avoid Kare overconfidence ko Ham Jitna Jyada Apne knowledge or experience ko increase karne per focus Rakhenge Hamare liye utna jyada fayda hai agar Ham overconfidence hokar market ka analysis kiye aur knowledge ko increase kiye trade Lagate Hain To Hamen log ka Samna karna padta hai isiliye Har senior trader prefer Karte Hain ke overconfidence go avoid karte hue trade lagain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: avoid overconfidence

    akser traders zarorat se ziada smart ban,ny lag jaty han is tah humain nhi kerna chahaiy ager hum overconfidenc ho k trading karein gy tu is se humain profit ki bajay loss ho sakta ha is liay humain confuse ho k bhi trdading nhi kerni chahaiy is se bhi loss k imkan ziada hoty han.
    • #3 Collapse

      Re: avoid overconfidence

      mere khiyaal main koi bhi field ho jab oss main over confidence hun gay to loss ho gaa ess tarah forex business main bhi over confidence bahot loss detaa hay hamain forex main kaam bahot soch samajh kay karna hay
      • #4 Collapse

        Re: avoid overconfidence

        Forex mn over confidence nae krna chaiye kun k jo is mein over confidence krta hai us ko buhat zada loss hojata hai aur forex mn over confidence humesha buhat zada loss hota hai self confidence hona buhat zaroori hai magar over confidence se yahan sab ka hi loss hota hai aur forex mn loss se account wash bhi ho sakta hai aur trader ka jab account wash hojaye toh sari mehnat waste hojayegi or forex mein is liye over confidence nae karna chaiye yeh buhat loss ko indicate karta hai ...
        • #5 Collapse

          Re: avoid overconfidence

          G han dear trading mai kabhi over confidence na hun kiyu kay ghalti apbi hotye hai yani kay over confidence say humain es mai nuqsan he hota hai jub kay ager es mai ap kam dil laga kay aur confidence say kartye hain tu koi masla nhi hota hai
          • #6 Collapse

            Re: avoid overconfidence

            Forex trading main kamyabi k liye confidence sy kaam krna bohat zroori hai tabhi achy decisions ly skty hain lakin jahan confidence sy faida hota hai wahin overconfidence insan ko ly dobta hai agr ap trading main over confident hon gy to nakami ka samna krna pry ga q k over confidence b insan k sochny samjhny ki slahiyat ko km kr dyta hai jo bry nuqsan ka bais bnta hai
            • #7 Collapse

              Re: avoid overconfidence

              Dear friend market mein confidence se trading Karen overconfidence hoka na trading Karen proper plan banaen..
              • #8 Collapse

                Re: avoid overconfidence

                Yahan per over confidence se Agar Ham bachenge to Kafi had Tak Hamare account safe Rahenge Agar Ham overconfidence ok Jyada lot Se Laga Denge to natija hi hoga ki Hamara account jaldi se was ho jaega aur ham Apne account ko Shesh nahin kar sakte Agar aapko Apne account ko safe Rakhna Hai To sabse pahle aap apne Lords ko Yahan per set Karen aur money management ke sath kam Karen Taki aapko Ek Idea J K aapke balance ke mutabik aapke liye kis par kitne lot Sahi Rahenge aur aap kitne paper hote hain ki aap wahan par Aake Milenge
                 
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: avoid overconfidence

                  Yes!! Pakistan forex main kam krty hoye confidance ka hona bhut zaroori h lakn is main over confidance ho jana bewaqfoun wali bat h agr hum mahnat karty hain hain aur confidance k sath kam karty hain tw hamin kamyabi milti h agr hum is main over confidance ho k big lot laga daity hain tw is main hamara hi nuqsan hota h aur apna account wash karwa daity hain
                  • #10 Collapse

                    Re: avoid overconfidence

                    G ham dear members trading main kam krty howy ap ko chahay k mehnat krain r ek accha experience Hasil krny ki koshish krain AP ki mehnat r lagan AP ko Kamyab trader banati Hy. AP ki mehnat r lagan sy kam krain r ek accha experience bhasil krny ki koshish krain.
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: avoid overconfidence

                      g han avoid over confidence g over confidence se kaam nahi karna ye achi cheez nahi ha aur khass tor per business may tou bilkul bhi achi cheez nahi hoti is se apko loss bhi ho sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: avoid overconfidence

                        Hamen is Samay bahut hi jyada confidence se kam karna chahie aur ismein bahut hi jyada mehnat karna chahie Hamen ismein knowledge or experience a bi Acer Karni chahie jaldi Agar Ham ismein knowledge or experience a jaldi Acer Karenge to hamesha main abhi bhi jaldi se loge aur Hamen ismein trader bhi acche se karna chahie Taki Hamen ismein aur knowledge or experience nahin karna chahie bahut hi jyada mehnat karna chahie
                         
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: avoid overconfidence

                          Assalam o Alikum dear members of forex.
                          G bilkul hmein overconfidence bilkul b nai hona ciye, agr hmein forex sa, ak aca bonus hasil hoya h to hmein juldbazi kbi b nai krni ciye r soch smj kr us bonus ka use krna ciye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X