account wash krwanay sa behtr ha thorray loss mn trade close kr den
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: account wash krwanay sa behtr ha thorray loss mn trade close kr den

    G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein trading main jald bazi nahi karni chahye our forex trading main ziyada profit hasil karne k liye lalach nahi karni chahiye our forex main agar hum trading main lalach karte hain to is se hamara account bhi wash ho sakta hai is liye forex main jo hamari trade thode profit main hoti hai is se forex main close kar dena chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: account wash krwanay sa behtr ha thorray loss mn trade close kr den

      Behtar yhi hota hay k hum log safe trading ki taraf jaien q k iss say kabhi account wash nahi hota mera account pichlai e dinno wash ho kar hata zara si mistake ki wajah say... Ye azam krlain k long term or safe trading kraingay hum log hamaisha
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: account wash krwanay sa behtr ha thorray loss mn trade close kr den

        account wash hone se behtar hai thore profit mein trade close kar de ji han dear pura account wash hone se behtar Yahi hota hai ki Ham Thore profit Mein Apni trade ko close kar den zyada tar loss unhi ko hota hai jo zyada ki lalach Karte Hain zyada ki lalach karne se trader ka loss hota hai trader ko zyada Ki lalach Nahin Karni chahiye Forex trading Mein Jab Ham zyada ki lalach Karte Hain To is se Hamara bahut zyada nuksan Hota Hai Hamen trading mein zyada Ki lalach Nahin Karni chahiye trading mein zyada ki lalach karne se sirf loss hoga Forex trading Mein Zyada hardworking karne ki wajah se Kamyab Hote Hain aur pura account wash hone se behtar yahi hai ki ke aap Thore profit Mein trade ko close kar den Kyun k isse aapka account save Rahega aur account wash Nahin hoga nahi aap ki mehnat zaya Hogi trading Mein Jab aap zyada mehnat Karte Hain To Kamyab Hote Hain trading Mein zyada mehnat Karne Wale Ko success milti hai kam mein zyada mehnat Karen aur apne time ko manage Kar ke market ko bhi time de Kyun k market se Hamen trading ke bare mein knowledge milti hai

        اب آن لائن

        avatar Ayn
        Working...
        X