G han dear friends kafi sarye mwmber aisye hun gaye jin ko lose hota hai tu wo dil chor jatye hain yani kay kafi parshan ho jatye hain tu mai un say khaita hun kay trading mai ye sub chalta hai kabhi bhi ap es mai parshan na hun aur dil laga kay kam kartye rhain ta kay ap ko kamyabi hasil ho jaye es mai kamyabi kaliye zaroori hai acha kam
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим