Importance of confidence in trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of confidence in trading...
    Hy my dear friends kaisy hain aap sb loog umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat main aap logon sy krna chahta tha k hmara experience bhi hmary kam aata hy iss mein koi shak nhi hy mgr jo hmara confidence hy jitna wh hmary kam aata hy itna to hmara experience bhi hmary kam nhi aata aap loog kya smjhty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of confidence in trading...

    Iss business mya ager hmarya pass treading karya kay liya confidence hya to hum iss may boaht acha profit earn kar saktya hya iss liya ap ko iss mya dill say mahnat karni chya ap iss mya jitni mahnat karya gay ya ap kay liya bohat zada profitable sabet ho sakti hya ap ko treading may lalach kabhi nahi karna or na hi over confidence hona iss say ap ka account wash ho sakta hya buss ap mahnat kartya rahya.
    • #3 Collapse

      Re: Importance of confidence in trading...

      Forex mai trading knoledge experience aur mehnat lagan k sath kaam krna zarori hy bhht zarori hy jtni mehnat utna faida
      • #4 Collapse

        Re: Importance of confidence in trading...

        Bahut achi bat share ki hai ap ne frex main hamein confidence k sath work karna chahiye jis se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi kamyabi our acha profit hasil kar sakte hain is liye forex main work k sath hamare liye confidence bahut hi zarori hai our forex trading main hamein overconfidence nahi hona chahiye jis se forex main hamein loss ho sakta ha our hamara account bhi wash ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Importance of confidence in trading...

          hamy trading karty time confidence ho ka kam karna chahy forex main ham jitni bh achi trading kary gay hamy otna hi faida ho ga ham achi kamiybi our achi post kar sakty hain our acha profiet hasil kar sakty hain agr ham main confidance ho ga to ham achy say kam kary gay our acha bonus bh our achi earning bh hasil kary gay
          • #6 Collapse

            Re: Importance of confidence in trading...

            G my dear friends ap ny correct in that case the best of important ky knowledge ky sath sath humain apna, confidence ko gain karna cheay kue ky international business main confidence first hy .so apny confidence ko gain karin aour best trading karin .
            • #7 Collapse

              Re: Importance of confidence in trading...

              cofidence bhut zaida zarori hi trade mi lekin confidence hony ky lye pehly apk pas knowledge hu ap mi mehhnt krny ka jazba hu market ko analysis kerny ka pta hu apko interest hu.tu hi cofidence hoga tu ap sai fesla kr sky gy or phr behtreeh trade b.
              • #8 Collapse

                Re: Importance of confidence in trading...

                Confidence ki Forex mein bahut sari ahmiyat hoti hai isliye aapko coffee dancer trading Karni chahie Taki aap forest Marion cartoon ko Apna future bright kar Sako
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of confidence in trading...

                  Trading mein confidence ki buhat zayda need hoti hai kyun k trader confidence k bina trading nae kar sakta aur forex mein jo trader is confidence se trading karta hai uska buhat zayda faida hota hai aur woh is mein kamyab trader ban sakta hai aur forex mein kamyabi k liye humein confidence ki buahtbzayda zaroorat parti hai is k bina hum is mein trading nae kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Importance of confidence in trading...

                    g han dear apke bat belkul thk hy forex men humen chaia keh hum mehnat sy kam karen or acha experince hasil karen forex men trdaing men jitna humara experince humary kam ata hy utna he hum agr apna confidence ko zeada sy zerada acha kar den gy to hum bahit he achi kamyabi hasil karen gy es leyu humen chaia keh hum forex men apan confedence ko zeada sy zeada bhrayen jab hum achy sy kaam karen gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Importance of confidence in trading...

                      Dear friend jitne confidence se market ki situation ko Samajh Kar trade open Karenge utna hi best Rahenge..
                      • #12 Collapse

                        Re: Importance of confidence in trading...

                        Assalamu Alikum

                        Confidence kisi b kaam ko complete karny k liye main rule samja jata hai, es tarah trading main self confidence aap ki kamiyabi ki zamaant hai, ager hum trade lagany say pehly he double minded ho jaty hein aur humein dar hota hai kay kahein humein loss he na ho jaye, to humein trading ki dunia main enter nahi ho saqty, trading self confidence kay sath risk lay kar he ki jati hai aur fayda b esi main zayda hota hai.

                        Thank
                        • #13 Collapse

                          Re: Importance of confidence in trading...

                          Ji bilkul bhai aapane Sahi kaha hai ki importance of confidence ine training Jab trading ke andar Ham kam kar rahe Hote Hain To Hamen Pata hota hai ki Hamen kis tarike se confidence Hona chahie Hamara confidence Agar Achcha Hoga To Ham bahut jyada acche tarike se pura pata chal kar sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham Jab uske upar kam kar rahe ho to trading ke upar Hamen chahie ki Ham confidence se kam Karen agar mein launch bhi ho jata hai to Ghabraye Nahin balki isko acche tarike se handle Karen aur apni Galti ko mazeed sanvare Rishte mein bahut jyada fayda Hoga aur ham bahut aasani ke sath profit Kama sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Importance of confidence in trading...

                            dear friend forex mainap ko ziada importanse ki zarorat hy gab ap as main acha kam karty hain aur as main mahnat karty hain to hum as main zaror kameyab bhi hoty hain as leye ap ko as main mahnt karen autr kameyab hony ki koshehs karen yeh ak bahteren earning wala bahteren busnes hy asa zaror join kar k as main mahnat karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Importance of confidence in trading...

                              Aoa to all members g ha ap ny Sahi kaha Hy keh confidence hi Woh ik chez Hy jis ki bunyad per hum Pori duniya ko meet skty Hain ISI tarh Forex main BHI ager hum confidence KY sath Kam kry gy Tu is sy faida utha sekty Hain .Jab hum Forex main trade lgay Tu yeh na sochy keh hum is main kamyab nai Hogy lekin jab hum pory confidence KY sath is main trade lgay gy Tu hum zaror kamyab ho jay gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X