Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....
    My dear forex friends humy loss k dar s trading ko rad nhi krna chahiy qkih jita trading hum krein gy to humy otna hi trading ka experience hoga jis s ap loss ki bajaiy profit hasil kr skty ho is liy humy agr loss ho jata hy to apni himat nhi harni chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

    g han dear apke bat belkul sai hy forex men achi kamyabi hasil karnio hy to humen chaia keh hum trdaing men loss ky ko rad nai karen humen chaia keh hum sabr sy kam karna chaia tab he hum machi kamyabi hasil kara sakty hen kjab hum achi mehn t sy kam nai karen gy forex men jab huma chi kamyabi hasil nai karej gy tab he hum achi kamyai hasil nai kar saken gy es ley humen chjaia keh forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karen gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

      loss k dar ki wja s ap kbhi bhi trading ko rad na krain q k nfa nuqsan hr kam men hota rehta h agr ap loss ly k bhi abr kro gy to galtiun s seekh k phr next move achy s lo gy phr apko experience bhi hoga r kamyabi mily gi loss s dar jana ek bewakoofi hi h q k loss zrori ni h trading men aksr profit milta h
      • #4 Collapse

        Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

        Ji hain dear ye bat tu hai ky ap ka kam hai kay ap es mai trade zaroor lagain kiyu jay ager ap es mai trade nhi lagain gaye tu es mai ap tabhi peofit laye saktye hain tu kabhi bhi trading mai tenshion na lain ya es say na darain kiyu kay es mai nuqsan ap ka apna ho ga ye bat tu hai na
        • #5 Collapse

          Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

          Forex trading aik risky business hai jis main profit k sath hamein loss bhi hota hai our forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our mehnat k sath forex main hamein work karna chahiye our forex main shouq our apne interest k sath work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain is liye forex main hamein positive soch k sath work karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

            G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Haman forex Main loss k dar sy trading sy rad ni karna chaiy bal k hamain Chaiy jab bhi trading ko opan karty waqt phly sy is ka plan bna Lain or phir plan k mutabiq Kam karn na k is, Kam main apni marzi Karin ham Agar apni marzi sy trade ko opan Karin gy to ham in loss bhi ho sakta hy
            • #7 Collapse

              Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

              g bilkul hum loss k dar ki waja sa kabhi bhe apni trade ko radd nahi kar sakty ,,,hamen acha experience gain karty rehna cheye or trade ko continue he rakhna cheye ,,,loss ki waja sa hum kabhi bhe apni trade ko stop nahi kar sakty hain is sa just loss he hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

                mere khayal mere dost ki yeh baat bilkul theak hein humen is baat kjo fellow krna chahye heinb Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro.agar hum aias krey gaye to hesmsha datre he rahy gaye ur kabhbi be agye bhar nhi sakte hein
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

                  Ji han ap ny bilkul thek kaha bro. Kn k hm yaha kam hi is ly krty h taky traiding kr sakein .agr hm wo kam hi ni kreingy jis k ly yaha kam kr rhy h to pher to koi faida ni .is loss ka dr ly baghier correct time py traiding krien inshallah god will help you.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

                    Dear yes...
                    Hame dosto ziadaa knowledge ke saath saath knowledge bhi hasil krnaa chahiey aor dear ham tabhi aek ache trader ban sake ge...
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

                      g haan humein loss k dar ki waja se trading se darna nae chaiye balky humein himmat k sath hi trading karni chaiye ise humein buhat zayda faida hota hai aur humara self confident buhat increase hota hai aur trading mein yeh sab buhat zaroori hai tab hi hum trading mein jab kamyab hoty hain toh...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k dar ki waja s ap trading ko rad na kro....

                        bat apki thek ha dear loss se gabrana nahi loss bhi business ka aik hisa hai loss ka samna karne ke liye himat or taqat honi chiaye tabi ap trading achi kar sakty hai bad loss knowledge ki kami ki wajha se bhi hota ha jo humko proper sekhna chaiye full confidence se tabi ap loss se bach sakty hai or achi trading se acha profit hasil kartay hai.
                        Mehnat Me Azmat hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X