"Loss is a normal thing in Forex"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Loss is a normal thing in Forex"
    Loses is not really a losses unless we think that it is a loss. It is actually not a loss but it is a process, the process of making money in the coming time. If we think that losing is a kind of bad thing, then do not expect to make money in Forex because this is what we expect in mind by ourselves without others telling us to do so. You 'expect' yourselves to be sad when having loss, that means you are not prepare to foresee and get the profits in Forex trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    har business me losse or profit os business oska hisa hota ha jo ksi b business me ho sakta ha es lie losse hmari kmyabi ka process hota ha jo hmari galtiyon sy hmay aga kart ha es lie losse ek buri chez ni ha es ko hamesha posstive lena chaye or bad thing ni samjhna chaye
    • #3 Collapse

      jee I think yeh to har kisi business mein aisa hi hota hai kabhi profit or kabhi loss hota hai is liye humein is ko bohut zyada serious nahi lena chahye ky khud ko tension hi ho jaye
      • #4 Collapse

        Jee haan bhai bilkul sahi baat kahi apne forex main loss hona aam hai or hamen jab tak loss nahi hoga hum forex main successful nahi ho sakte or mera experience ye hi hai ke insaan hamesha haarne ke baad hi jeetta hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxguru پيغام ديکھيے
          Loses is not really a losses unless we think that it is a loss. It is actually not a loss but it is a process, the process of making money in the coming time. If we think that losing is a kind of bad thing, then do not expect to make money in Forex because this is what we expect in mind by ourselves without others telling us to do so. You 'expect' yourselves to be sad when having loss, that means you are not prepare to foresee and get the profits in Forex trading.
          yes you are right i totally agree wit you in this matter basically hamesha yad rakhien k agar ap ko kabi bhi forex mein nuqsan hota hai to yeh kabhi bi na samjhien k ap ko loss hua hai balkay yeh soche k yeh to ap ki success ki nishani hai q k it is a natural process q k is se ap ko apni mistakes ka pta chalta hai aur next time jb ap woh mistakes nae karte to ap ko profit hota hai...
          • #6 Collapse

            loss is normal thing in forex aur forex good business hay un sab logo kay liye jin kay pass job nahi hoti hay aur jo chatay hay kay woh real business karay forex aik real business hay is mein tu koi bhi fraud nahi hay isi liye mein is ko bahot pasand karta hon aur mujhy umeed hay kay ap is ko seekhnay ki koshish zaror karay gayn .
            • #7 Collapse

              loss aik normal chez ahi forex amin ye bilkul thk bat hai kun ky agr apko loss nhi ho ga to apko apni mistakes epta nhi chalain g to apko profit ky chanses kam hn gy
              • #8 Collapse

                g bilkul mery bhai ap ki baat theek hy forex main loss is markit ka hissa hy jo loog samjhty hain k hamain forex main sirf profitt ho ur kabhi bhi loss na ho un k lye forex main biznis kerna mushkil ho jata hy is lye loss sy na ghabrain forex main expernce gain karain.
                • #9 Collapse

                  G hna bhai jan forex main loss aam cheez hai lekin hum forex main hony waly loss ko cover kar sakty hain apni knowledge aur gain kiay hoay experience sy.
                  • #10 Collapse

                    forex ma ya aik acha kam ha ju ka us pa ap loss ki hd muqrer kr datya ha ju ka un ko achya sa us nuqsan pa ja ka trade ko close kr data ha bus ap ko es pa aik trha sa ebure hu jata ha q kay loss forex tarding business ka hissa hay.
                    • #11 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha is business me loss bht hota ha kyun k ye aik asa business ha jis me hm success kabhi bhi bgair loss k hasil nahi kar sakty hain or loss se hmen is busienss ka kafi acha experince or lesson bhi hasil hota haa...
                      • #12 Collapse

                        bhai jee kaam koi bhi ho us mein loss aur profit saat saat chaltay hain is mein koi tension ki baat nahi hai yaah normal hai
                        • #13 Collapse

                          Ji bhai apne sahi hai kaha kay forex ma ak achi bat ye hai kay hum loss ki had muqarrar kr saktay hain, or is se hamen loss kam se kam hoga ya otna hi hoga jitna hum fix kren gen, lekin loss ko normal thing nahi samjhna chahye is se bade bade trader nakam ho jate hain
                          • #14 Collapse

                            salam, bro jo bhi koi busness ho os main loss or profit dono he hotey, haan agr aap jesay jesay experienced hotey rehtey hain loss kam or profit zada hota rehta hai, is liay yahan jald bazi na krain balkey musalsal mehnat krety rehain phir kamyab ho jaen gay ap
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji han my dear friend ap ne sahi kaha hae kiunk forex trading ka start hi loss se hota hae is liay loss hone ki surat mein ghabrana nahi chahiay bulk is ko control kar k trading ko ache tareeqa se restart kar lena chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X