"Over confidence in forex is a killer"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forek trading profitably, we needs a system that is in accordance with the characteristics we like choosing a weapon ,, ,, then the most lethal weapon is not actually the most sophisticated weapons or something ,, but a weapon in our hands and we understand well the advantages and disadvantages weapons
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jaan yahan main aap ki is baat se is waja se ittefaq nahi kar sakta kay over confidential banda khabi losses nahi karta wo hamesha sahi waqt per trade lagata hay aur sahi waqt par close bhi kar deta hay.
      • #18 Collapse

        g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain is main loss ka bohat he high chance hota hai and issi liye hamain is main over confidence se bhe avoid karna chaye kyu k is se bhe hum market ko galat judge kar k loss main ja sakty hain.
        • #19 Collapse

          g han forex mein agar ap over confidence honge to apko is business mein bohat ziyada nuqsan hosakta hai,is liye apne analysis pe apko confidence to hona chahiye lekin kabhi bhi wo confidence over na ho,is mein ap panic hokar kabhi bhi trading na karen.
          • #20 Collapse

            g han dost ap ny theek kaha hai forex k kam k lia ap ko apny ap pr overcondience ni krna cahea q k ap ko yahan pr kam krny k lia khud pr bhe yakeen krna hota hia or apko yahan pr kamyab bhe bnata hai or apko yahan loss bhe ho skta hai
            • #21 Collapse

              Aap ko iss trading main kaam kartay waqt jab profit ho jaata hay to aap ko over confidence nhe hoana chaheay balkeh pehlay ki nisbat aap ko mohtat tradingkarni chaheay takeh aap ko loss nah ho jay aap iss trading main patience say kaam karrain gay to aap ko aur ziada profit kay chances hoatay hain
              • #22 Collapse

                confidence aik bohat achi cheex hai per g haan g over confidence bohat buri cheez hai ye apko destroy kar deita hai ,, apko ksi bhe business myn over confidence nahe honna chahye iss sey apka he loss ho ga hmesha ...
                • #23 Collapse

                  فوریکس ٹریڈنگ میں خاص بات یہ ہے کہ آپ کو کچھ کہنا چاہتا ہوں، اچھا کام .یہ اچھا بزنس ہے ....
                  * اعتمادی تاجروں کے لئے بہت برا ہے، یہ واقعی تاجروں ٹریڈنگ دماغ کو خارج کر دیتا ہے اور اس کی بجائے حوصلہ افزائی کے طور پر تجارت اکاؤنٹ کو نقصان پہنچتا ہے اور واقعی میں اس تمام تاجروں کے لئے ایک بری چیز ہے اور پیسے کھو
                   
                  • #24 Collapse

                    ...........................bht hi important bat suno g....
                    itmadi taajiron ke liye bohat bura hai, yeh waqai taajiron trading dimagh ko kharij kar deta hai aur is ki bajaye hosla afzai ke tor par tijarat account ko nuqsaan pohanchana hai aur waqai mein is tamam taajiron ke liye aik buri cheez hai aur paisay kho
                       
                    • #25 Collapse

                      g bilukl meray bahi agar hum is bussiesn may over confidence ohujate hen tou hu men ya aik killering sabi bhi housakta hay q kay huamrayty mind per asar parta hay is wajha say thkx,,,
                      • #26 Collapse

                        jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading main boht se log over confidence ka skar ho jate hain aur ise sab main heavy loss ker date hain lkain asa kerna theek nai hai hume over confidence nai hona chahiya mujhy iss chez ka experience hai boht zayada loss ho sekta hai iss ki waja se :(
                        • #27 Collapse

                          • #28 Collapse

                            haa, aisa kaha ja skta ha k forex mein over-confidence bohat zyada dangerous ha. kyu k over ho kr ek trader bohat short time mein zyada profit kmany k chakar mein zyada volume ko use krta ha jis surat mein usey loss hota ha.
                            • #29 Collapse

                              G bhai ap theek h rhay hai over confidence or Greed ki wja say trader ko trading mai loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai.Trader ko trading k doran apni trading techniques or strategies pay B confident zroor rhna chahiye lakin kbi b apnay Confident ko Over confident mai change nhi honay dena chahiye.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Je han forex main trading confidence kay sath hi hoti hai laikin over confidence hona kabhi bhi faida mand nahin raha isliyay kay forex main risk ka level bohat ziada hai isliyay is main kuch bhi guaranted nahin hota .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X