Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?
    Dear forex traders ap sab ne dekha hoga ke makit sobah ke waqt bhto zyada slow hoti hai our is ki movement bhot hi kaam hoti hai leki agar ap ko raat ke waqt markit ki movenet ko dekhian to kafi teez hoti hai jis mian loss our profit jald ho jata hai to main apne seniors members se pochna chahon ga ke akhir is ki wajha kia hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

    Dear app ne ye to read kia hi ho ga key market session key open hony ka time me difference hota hay har market session 1 hi time me open nahi hoty, London aur New York market sessions esy hey jes me market ki movement koch zeyada teezi key sath move kar sakti hay aur night key time New York market session key open hony ka time hota hay aur London market session es time close hona start ho jati hay yahi waja hay key market mamool se koch zeyada teezi key sath move karny lagti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

      Forex market may suba kay time ake session open hota hya jab kay sham kay time theen session open hotya hya jiss ki waja say market may tazi ati hya or ya sham kay time hi tazi ati hya or zada ter hi effect new bhi sham kay time reless ki jati hya jiss say markit may bohat tazi say move ment hoti hya or ya hum ko acha profit day sakti hya iss liya ap achya analysis kay bar iss may kam karya ya ap ko zaror profit day gi.
      • #4 Collapse

        Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

        Dear raat kay waqt maximum markets open rehti hain jin mein tamam bari market opens hoti hain tou uss waqt business bahut tezzi sae ho raha hota hai iss lye market mein tezzi hoti hai aur subah kay waqt market close honay ki wajah sae forex bhi slow hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

          Dear members forex market ki timing hoti Hai 5:00 baje se 5:00 baje tak takriban market Mein teji a jaati hai aur aapka trade karne mein bhi maja aata hai kyunki market tej hogi to aapka profit jealous bhi ISI Tarah tahsil se aaega aur aap ek Achcha profit Hasil kar sakenge doston aapko market ki timing Google search se bhi mil sakti hain aur dusre se bhi mil sakti hain
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

            Raat k waqat teez q hoti Hy or din ko slow q hoti Hy acha sawal Kia ap me raat ko es lye teez hoti Hy q k hum Jo curruncy par business Kar rahe Hain wo America ki Hy or jb Pakistan me raat hoti Hy America me din hota Hy es lye America k hisab se din me business ho raha hota Hy es lye
            • #7 Collapse

              Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

              Dear friend mostly market dekha hai sham ke time Jyada move karti hai Aur Subah kam..
              • #8 Collapse

                Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

                is forex main market kiis bi time main slow aur fast hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain demo main practice karein gay tab hamain kamyab ho sakty hain aur markt main movement ko dkeh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi sucss ho sakty hain ta k earning karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

                  market ki movement tou slow aur fast hoti hi rhti hai so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny kabil ho sakty hain aur hamain market main bi sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum run kar ksaty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ratt ke waqt makit main teezi kyun hoti hai ? our Sobah Slow kyun ?

                    market key up down hony mai hamy active ho jan chaeey hamy expert ban ky risk lena ho ga pher he hum pasia kaama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai bager pasaao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agaer lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai makre ka balm nahi hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X