Loss kiun hota he??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kiun hota he??
    assalam alekum dear Forex senior members mein aap sab se puchna chahta Hun Ki Forex Mein aksar logon ko loss kyon aata hai iski kya vajah hai please bataen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss kiun hota he??

    trading kerty hoay loss humain apni mistakes ki waja se hota ha is liay humain pahly achy se learning kerni chahaiy aur trading experience gain kerna chahaiy phir trading se hum loss se safe rah sakty han aur ager hum expeet nhi han tu trading start ker daty han tu is se humain loss k imkan ziada hoty han.
    • #3 Collapse

      Re: Loss kiun hota he??

      Aziz dost, forex main humain us waqt loss hota hy jb hum ziada profit hasil krny k lalach main jald bazi main trading krty hain, kyon k jb hum jald bazi main trades lagaty hain to hum say mistakes ho jati hain, aur hamari apni mistakes ki waja say he humain loss hota hy, isi liay humain forex trading k real account main achi planning aur patience k sath trades lagani chahiay, takay hum profitable trading kr k achi earning hasil kr sakain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss kiun hota he??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Drkashif پيغام ديکھيے
        assalam alekum dear Forex senior members mein aap sab se puchna chahta Hun Ki Forex Mein aksar logon ko loss kyon aata hai iski kya vajah hai please bataen


        Assalamu Alaikum dear Forex member aapki baat bilkul sahi hai k Agar Dekha Jaaye To Hamen loss ISI vajah se hota hai ki Humne yah to Koi jaldbaji Ki Hai Jahan Humne analysis ke sath trade open nahin kiya aur Baaaz aukat balke mostly hota hai ISI Tarah hai ki Forex Mein new members bonus to Achcha Hasil kar paate hain lekin trading experience na hone ki vajah Se vah Apna account was Karva Baithe Hain isliye I think ke demo account best friend hai isliye Hamen demo practice karke hi real mein open karna chahie...
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Loss kiun hota he??

          Q k ek to hmare pass knowledge nahe hota na he experience hota Hy jis ki wajah se hum ko loss hota Hy dosre baat hum jald bazi bhe bahoot krte Hain or lalch krne se bhe loss hota Hy hum ko en se bachana chahye ta k hum ko loss na ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss kiun hota he??

            Loss Ki sabse bari vajah hamare pass knowledge ki kami aur experience ki kami hai agar hamare pass achcha knowledge hoga achcha experience hoga to hamen kabhi bhi loss nahin hoga
            • #7 Collapse

              Re: Loss kiun hota he??

              Asalam o Alaikum dear members
              G han shi kha apne forex main hume loss lalach ki wja sy hota h lalach aik aisi cheez h Jo Hume wash kr skta h forex main agr hume kamyab hona h to lalach sy door rhna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Loss kiun hota he??

                How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex business me loss kiun hota hy mery khayl me jin logo k pass ziyda knowledge ni hota hy acha experience ni hota hy is liya in ko loss ho jata hy sabr krna chiya phr trading me profit hota hy jald bazi kry gy to phr hm ko loss hi hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss kiun hota he??

                  Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k forex aik business hy to business mein hmain planning analysis aur hard work sy kam laina hota hy jb hm na analysis krty hain na hi market ko judge krty hain aur na hi iss k ups and downs ko chk krty hain to phr hmain loss hi face krna parrta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss kiun hota he??

                    Dear friend loss hone ki different condition ho sakti hai knowledge na Hona jaldbazi karna different Hue Hote Hain..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X