Bad trading management of the forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jaan hamain chaye k hum is business main apny capital ko bhe manage karain and jab hum is main sab ko manage kar k trade karain gy to he hum is main ek kamiyab trader ban sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes you can do you money management through stop loss and take profit, agar ham apni capital ko thik tarha say manage kar lain to phir ham achi trade kar saktay hain, aur hamai profit bhi hasil ho ga, lekin agar ham stop loss ko use nai karain gay to phir loss ka chance bar jata hay,
      • #18 Collapse

        forex trading me ziada loss ka saamna un logon ko hi kerna par raha hai jo money managemnet nahi ker paty is liye forex me sab se pehly manoey managemnt ko seekhen than forex trading start karen
        • #19 Collapse

          dear forex ami bad trading tu boht buriii cheez hy es se ap ko sirf aur sirf loss he ho ga...
          trading krne k liye ap ko apne account ko money management formula k zariye acha banana pare ga jo ap ko aage jaa kar acha faida de skta hy aura p acha earn kar skte ho...
          • #20 Collapse

            g ha ager ap ye samjty hai k bad trading forex main money management buhat zrori hai to ap ko me ye bata ager ap ye sochty hai k ap ye kar lo gy to ap ko galt fehmi ahi
            • #21 Collapse

              forex trading me sirf trades lena he kamal nahi hota uskay baad uski proper management bhi kerni hoti hay mutlab agar koi news aa jye jo trade pe impact dalay uskay acprding trade ko TP SL change kerty hyn
              • #22 Collapse

                money managment ka bagair trder kabhi kamyab nae ho sakte ,,,apni money managment par practice karain or phr trading start karain after getting profit in demo acc with the usage of money managment...money managment ap ko success bhi dila sakti ha or ap ka acc bhi wash krwa sakti ha..agar ap ne is ko achi trha smjha to ap ko success hi mile gi..
                • #23 Collapse

                  G janab bad tradign ky liyay ap ko dhykna chahyay ky ap sy kahi bad tradign na ho jaoiy so wohi log kamyab hoty hy ju bad trading sy door rhty hy or waha trading mai apni luck azmaiy.
                  • #24 Collapse

                    g han hum forex trading mein Money management k baghair achay trader nahi ban skte,agar humari trading mein Money management nahi hai tu bhi loss k chance hein,humein Money management k sath risk management bhi karni chahiye
                    • #25 Collapse

                      assalam o alekum jee han mery bhai treading hmy bed managemenet se kam nhe lena chahiye humy chahiye k hum achi treading se kam laen taky ap loss se bach saken or acha profit hasil kar saken forex par
                      • #26 Collapse

                        Yes Dear you are right agr trader bina money management or risky ho kr trading kray to yakeenan trader ko loss honay k chances zyada hoga.Trading mai trader apni knowledge ki base pr jitna chahay profit earn kr skta hai lakin agr bina learning,knowledge or experience k trading ki jaye ot trader ko loss b ho skta hai.isi liey complete patience or money management k sath trading krna hi better rhta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #27 Collapse

                          g bilkul ye aap ki jo baathay thi forex trading k baray me bilkul teek he oor hamay is pr amal karna bohot zaroori he new trader k specially tho hamay chahiye k money managment zarori karay lekin ager trader expert ho tho phir aager aap risk management me expert he tho money managment ki khas zaroorath nahi
                          • #28 Collapse

                            forex trading main jis trader nay planning main ghalti ki uss nay iss trading main loss he hasil kea hay woh planning kay waqt yeh nhe daikhtay hain keh hummaray pass sarmaya kitna hay aur hum nay iss main kitna invest karna hay woh greed kartay hooay iss trading main volume ko ziada rakh kay trading ki koshish main sub kuch loss kar jatay hain
                            • #29 Collapse

                              Mujhe ap ki yeh baat bhot he pasand aai hai ap ney bilkul theek kaha hai key agar hum trading kartey hain to at least hamarey pas 1000 pips ki movement ko bear karney key liye balance hona chahye pir he hum is mien successful ho saktey hain or earnings bhi achi ho sakti hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                assalm o alikum my dear bahi jan main to ap sey yahi kaho ga key ap pehley is kam ka palan tiyyar kiya kerey janb ku key ap pher hi is main profit haisl ker sektey hai janb

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X