Trading mein loss hi loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein loss hi loss
    Forex mein kuch members aisay bhi hain jin ko trade lagatay hi loss shru ho jata hai aur woh jo bhi trade lagatay hain tou market unn kay against chal perti hai aur woh kuch hi arsay mein forex sae dilbardashta ho jatay hain aur forex ko chor detay hain aisa nahin kerna aur himat sae kaam kertay rehna hai kamyabi zaroor milay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein loss hi loss

    g han bhai jan mn ap ki bat say agree krta hon bhai jan is mn os banday ko los ho los hota hy jab ham kabhi treading sekhty h nahi agr ham treading marsrer hoty hyn to hmyn kabhi bhi los nahi so sakta is liay ap sab ko pehlay los say bachnay k liaytreading ko sehna hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein loss hi loss

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Forex mein kuch members aisay bhi hain jin ko trade lagatay hi loss shru ho jata hai aur woh jo bhi trade lagatay hain tou market unn kay against chal perti hai aur woh kuch hi arsay mein forex sae dilbardashta ho jatay hain aur forex ko chor detay hain aisa nahin kerna aur himat sae kaam kertay rehna hai kamyabi zaroor milay gi
      Mere ghar mein Aisi koi bhi baat nahin hai Forex trading business Mein loss Hai loss nahin nahin hai agar Ham acche tarike se kam Karte Hain To Hamen isase Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai isliye aapko chahie Ki Dil Se Kam Karen aur Alonso jaane ke bad Pareshan Na Ho
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein loss hi loss

        Ya in ko loss hota hya jo forex kay roless ko follow nahi karta iss mya hum jitni mahnat karya gay iss say hum ko itna zada profit earn karnya ko mil sakta hya hum iss may ager samaj kay or suber say mahnat karya gay zaror profit earn ho ga hum iss mya jitni mahnat karya iss may itna profit earn kar sakta hya lalach na karya.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein loss hi loss

          G aisa un trader k sath hi hota ha Jo forex market mein baghair experience k trading start kr daity ha jb k abhi un ko improvement ki zrurt hoti ha. Jb wo aisy trading krean ge tu lazmi bat ha nuqsan tu ho ga hi. Es liye un ko chaye k pehly trading ko achi trha seekhaen us k bad trading start krean ta k un ko faida ho.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein loss hi loss

            Forex trading new tader ki trading per loss kay chance 90 % loss kay chance or 10% profit kay chance so apko chaiye kay loss say pershan bulkul naa hon kyun jab jab loss hota sat sat apko experience bhi hasil hota rehta hai or jab bhi acha experience hasil ho jiye us kay baad he apko profirt milta hai so zarori hai kay acha kaam he karyn
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein loss hi loss

              Aesa tou us waqat tak hota hi rehta hai jab tak hamain forex market main trading ka acha experience hasil nehi ho jata ham hamain acha experience hasil ho jata hai phir hamain kuch profit hasil hona bhi shoru ho jata hai aur ham phir forex market main satisfied ho ker trade continue kerty hain ky hamain phir bahot acha profit hasil hona bhi shoru ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein loss hi loss

                ni trading men hmesha loss ni hota agar apko trading ki smjh ho ap mind use krain sb tricjs ko r rules ko follow krain plans bnaen mind use krain strategy apnaen standard work krain to ap kbhi bhi nakam ni ho skty r na hi loss hoga apko isi liay forex men khas khayal rakhain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein loss hi loss

                  Aisa nahin hai ki aap ko bhi share trading loss Ho Kyunki Agar aapko trading karna aati hai aur money management aati hai to aap aaram se trading kar sakte hain Yad Rahe jitne bhi kam balance Hoga utna aapko launch hone ki Jyada chance hote hain aur Jitna Jyada balance hota hai utna aap aasani se loss ko cover bhi kar sakte hain ki answer for score karne ke liye aapko yah Maloom Hona chahie ki aapke pass Kitna balance hai aur aap Kitna risk Le sakte hain har trade ke upar
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein loss hi loss

                    welcome to pak forex. jee ha forex treding may loss ki waja ya hote hay.hum apnay apnay seniores se zaror mashwra kare.aor phir market ko dekhay aor us kay bad analyses ko bhe zaror dekhay .agar hum ye sare kam kar lay to hame kabhe loss hay na.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein loss hi loss

                      Gee han aisay zaida tar members new hote hai jin ko trade lagate hi loss ho jata hai aisa zaida tar aisay trader k sath b hota hai jab wo trade lagate hai trade loss main hi zaida cut hoty hai wo short trade hote hai wo zaida tar 5 to 20pips profit laite hai apnay hi bura haal karte hai aisa nai karna chayie apny had main rehna chayie hamesha soch samjh kar trade lagani chayie phir hi humara faida hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein loss hi loss

                        dear members trading men los us sorat men hota hay jab ap ka account chota ho aur ap trade bari laga dety hen misal kay tor pay ap ka account 50$ ka hay aur ap trade 0.25 ki laga lety hen to yahan par ko sirf 200 points ka margin mil raha hay to agar market itni opposite chali jati hay to loss e ho ga. lekin accont bara ho to mumkin hota hay kay 200 point opposite kar apki favour men wapas aa jaye aur trade nikal jye. to pa choty accont pay trade bari na kren to kamyab rahen gay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X